Zamane Se Dur Teri Bahoon Mein Smane Ko
Hum Gunguna Chahte Hai Muhobat Ke Fasane Ko!
Chahta Hai Har Pal, Rhey Tu Anhkoon Ke Samne
Bhalla Kaseey Samjhu Mein Iss Dil Dewane Ko!
Dil Bhi Karata Hai Yaad Chhup Ke Tujhe
Naam Leii Nahin Zubaan Tera
Kis Se Puchhunga Main Khabar Teri
Kaun Batalayega Nishan Tera
Aye Meree Jan-E-Tamanna
Aye Meree Jan-E-Aarzooo
Main Nay Tumharay Liye
Qismat Say Kya Kya Sooday Nahin Kiye Aaja
Kal Milenge Hum Yeh Soch Ke Mein So Nahi Paaya
Ek Pal Ko Bhi Palkon Ka Milan Ho Nahi Paaya
Dil Mein Zehen Mein Phool Hai Sare Khushi Ke Bass,
Kyun Jaan Lutaoon Usspe Ke Jo Nahi Paaya
Jab Se Aik Ajnabi Ko Apne Dil Mein Basaya Hai
Tab Se Meri Zindgi Ka Har Rang Nikhar Aaya Hai
Har Lamha Har Jagah Bas Usi Ka Hota Hai Dedar
Ab To Kudrat Ka Har Jalwa Hasen Nazar Aaya Hai
Tamam Umr Iss Dil-E-Bimaar Ko Chen Na Aaya
Keh Ke Bewfaa Ik Aur Hai Zulm Unhoney Daya
Yun To Kami Na Thi Gam-E-Duraan Ki Humey
Gum-E-Judai Ki Surat Mein Mehboob Nyab-E-Tofaa Laya
Jaam Ke Baad Madhoshi Par Kyon Thehre Ho
Ye To Kaho Uske Baad Kya Alam Chha Jata Hai
Thirakne Lagte Hain Kayi Nagme Honthon Par
Khamoshi Ka Safar Jaise Ruk Sa Jata Hai
Watch As This Tear Falls Into Empty Space
See It Fall Into Life’s Nameless Place
Can You See The Sparkle As It Catches The Light
That Sparkle Once Was Happiness That Is No Longer In Sight
Hu Chuka Intizaar Ab Lamhaat Ka Khatam
Ab Sirf Hum Hein Ya Phir Tum
Zara Aankhein Mond Kar Poocho Amney Dil Se
Kay Tum Mein Nahein Hein Kiya Hum?
Mein Kya Batau Ke Kya Kya Dhikayi Deta Hai
Jha Bhi Dekho Maut Ka Saya Dhikayi Deta Hai
Har Taraf Mujhe Ik Shor Sa Sunayi Deta Hai
Har Shaks Mujhey Gabraya Dhikayi Deta Hai