Saans Lena Bhi Saza Lagta Hai
Ab Tau Marna Bhi Rawa Lagta Hai
Sar-E-Bazaar Hai Yaaron Ki Talaash
Jo Guzarta Hai Khafa Lagta Hai
I Loved Him
More Than Words Can Embody Highly He Held Me Above Everybody
I Was His Queen And If I Knew Then What I Know Now
Perphaps I Wouldn’t Have Played Because Since When
I’ve Met You I Can Honestly Say No Man Had Never Treated The Way That You Have
I Loved You More Than I Have Ever Loved Anyone Else
Sometimes More Than Myself
Rang Lal Jab Jab Dekha
Tumhari Yaad Hume Aai Vatan
Is Azaadi Ke Liye Khoon Bahaya Jin Logo Ne
Un Logo Ki Yaad Hume Aai Vatan
Subhash- Azaad, Ya Ho Woh Bhagat Singh
Aaj Un Hi Ki Badolat Hum Bhi Hei Azaad
Karke Yaad Aaj Unki Kurbaani
Chalo De Shraddhanjali Hum Unko Vatan
Tum Zubaa Banne Apnne Zehan Saa Hum Zubaa Banne Apne Dil Saa
Fhark Thaa Bass Mamulii Saa Bhula Mai Jinndagii Ko Tum Jiiiye Jindagii Saa
Hasilon Kai Paimano Par Aetbar Thaa Thujhe Par Hum Tau Khaq Ho Gaye Usskii Banndagii Saa
Channdh Alfaz Hai Jo Lipten Raakh Sen Ankhon Mai Chhubun Tau Beh Jaoo ‘Dost’ Kii Jinndagii Saa
Tumne Yeh Kya Gair Keh Kar Bulaaya
Aab To Jaha Bhi Nahi Raha Aapna
Hum Par Haal-E-Dil Rakhne Ka Ilzaam Hai Yaaron
Koi Kahe Unse Ki Aab Dil Bhi Kaha Raha Hai Aapna
Kyun Hui Woh Bewafa,Aaj Tak Naa Jaan Paaya Tha,
Pata Nahi Kiska,Mere Pyar Par Bura Saaya Tha…
Puchta Hu Usse,Kya Soch Kar Hume Behlaaya Tha,
Jab Todna Hi Tha, Toh Phir Kyun Dil Lagaya Tha…