Gamon Ne Gher Liyaa Hai Mujhe To Kyaa Gam Hai
Main Muskuraa Ke Jiyungaa Teri Khushi Ke Liye
Kabhi Kabhi Tu Mujhe Yaad Kar To Leti Hai
Sukun Itanaa Saa Kaafi Hai Zindagi Ke Liye
Ye Vaqt Jis Ne Palat Kar Kabhi Nahin Dekhaa
Ye Vaqt Ab Bhi Muraadon Ke Phal Laataa Hai
Vo Mod Jis Ne Hamein Ajanabi Banaa Daalaa
Us Ek Mod Pe Dil Ab Bhi Gungunaataa Hai
Dua Hai Rab Se, Ho Jaye Wo Kash Meri,
Qayenat Ka Bayan Kardon, Itni Si Hai Khuwaish Meri,
Meri Judai Ke Sabaab, Hoyi Unhe Talash Meri,
Bedil Se Karli Olfat, Bhuladon Hai Koshish Meri,
Labon Parr Sirf Silwatein Hii Bakii Hain Kuch
Jo Muskuraye They Kabhii Uske Nishaa Bakii Hain Kuch
Khata Huyi Jo Diwaane Huye Hum Unke Kuch
Ishaara Unka Thaa Kuch Aur Humse Gunnah Hua Ye Kuch
Zamane Mein Har Taraf Dhunwa Nazar Ane Laga
Andheri Ratoon Me Tera Chahera Nazar Ane Laga
Guzaarna Chahata Tha Eak Umar Anderoon Me
Khuli Aank To Assman Pe Aftaab Nazar Ane Laga
Berukhi Nahin Mujhe Tera Pyaar Chahiye
Inkar Mujhe Nahin, Tera Ikrar Chahiye
Mana Ki Mohabbat Jist Barbad Karti Hain
Magar Naseeb Mein Ye Shauk-E-Bahar Chahiye
Hum Tujh Se Kis Havas Ki Falak Justuju Karen
Dil Hi Nahin Raha Jo Kuch Aarzoo Karen.
Mit Jaen Ek Aan Mein Kasrat Namayaan,
Ham Aaine Ke Samne Aakar Jo Hoo Karen.