Ek Duniya Hi Ujad Gayi Jab Jaan Li Yeh Sachayi
Hum To Hai Yaha Par Humare Hone Ka Kisi Ko Na Tha Arman
Roop Bhi Na Liya Tha Insaan Ke Shareer Ka
Jab Humare Lyie Khilne Lage Nafraton Ke Gulistan
Tum Ruthe Humse Kuch Is Taraha,
Jaise Koi Dil Tutne Ko Ho,
Tum Duur Huye Humse Kuchh Is Taraha,
Jaise Koi Daman In Haathon Se Chhod Ne Ko Ho
Dheeray Dheeray Say Sur Gungunana
Yeh Sur Toot Jaatay Hai
Aangan Mein Khilnay Valay Phool
Phir Khilna Bhool Jaatay Hai
His Was A Special Place
Only You And I Know
As The Sunset Descended
We Basked In The Glow
Hand In Hand We Strolled
At The End Of The Day
Watching The Night Unfold
A Golden Sky Lit The Bay
Aasha Hai, Bus Ek Choti Si Aasha,
Vo Choti- Choti Aankhen Jinse Vo Ghnaton Mera Dedar Karti Thi
Unhi Pyari Si Aankhon Ke Tasavur Ki Aasha,
Vo Palken Jisme Har Mushkil Ghadi Mein Mujhe Band Kar Liya Tha Usne,
Rukh Hawaaon Ke Modne Waale
Chodh Gaye Mujhko Chodne Waale
Meri Rangat Ko Peela Kehte Hain
Mere Jism Se Khun Nichodne Waale