Mohabat Main Mohabat Ko Mohabat Say Sanvara Hai
Aye Shayer-E-Badnaam, Yeh Kahaaan Tera Ishara Hai
Jab Utar Hi Gai Hain Ishq Kah Samandar Main To Phir
Kissay Hai Parwa, Kah Milta Kahaaan Koi Kinaara Hai
Kaisay Kah Doon Man Kah Woh Bewafa Hai, Jab Kah
Kuch Hathon Main Likha Hai Kuch Kismat Ka Sitara Hai
Bey-Zaar -O- Bey-Qaraar Soyaa Hoon Meyn
Khawaahishein Kar Darkinaar Soyaa Hoon Meyn
Khear-O-Aaphiyat Se Ye Shab Gujar Jaaye
Mehroomi-E-Aagosh-E-Yaar Soyaa Hoon Meyn
Dil Bhi Karta Hai Yaad Chupke Tujhe
Naam Laite Nahi Zubaan Per Tera
Kis Se Poochungi Main Khabar Teri
Kaun Batlayega Nishaan Tera
Teri Ruswaiyon Se Darti Hoon Ki Tahaffuz Se
Tujhko Chti Hoon Main Apni Kismat Per Naaz Karti Hoon
Dil Ka Dard Upar Se Maloom Nahin Hota,
Muskaan Main Chupe Aansoon Nazar Nahin Aate.
Hasi Aaye Bhi To Dard Uthta Hai,
Badalon Ki Tarah Ummad Ke Aata Hai.
Koi To La De Dundkar Mere Aks Ko,
Jo Jamane Ki Bhid Mein Kho Gaya Yaaron
Aab Kyon Aaye Hain Wo Pyar Ka Tofha Lekar,
Jab Meri Mohabbat Ka Patan Ho Gaya Yaron
Tomorrow Is Another Day,
Soon It Will Come
And Then,
It Will Pass,
Time Is Linear,
Memory The Past
Circular And Moving
The Vector Through Which