Zindagi Ko Bus Yun Hi Guzar Baitha Hoon
Ha Har Khushi Se Aaj Anjaan Baitha Hoon.
Har Dar Se Lauta Hoon Aaj Na Umeed Hokar
Ki Har Rishtey Ko Aaj Pehchan Baitha Hoon.
What Happens To The Broken Hearted,
Is There A Place That They Call Home?
Is There A Light Inside Them That Shines To Guide Them,
Or Do They Simply Roam?
Do Broken Hearts Exist In Silence,
In A Forsaken Forgotten Realm?
Or Do They Sail On A Cruise Ship On A Dismal New Trip,
With A Sad Mariner At The Helm?
Aj-Hoon Na Aayey? Saajanwaan Risaaye Gaye!
Bideish Jaa Basey; Hamain Itai Basaaye Gaye!
Sooneen Atariyaa Hai! Hai Sooneen Amraayee!
Jab-Tab Saankaree Bajaa-Bajaa, Gayee Purbaayee:
Alfaazo Ke Len Den Se Kahani Zindagi Ki Shuru Nahi Hua Karti
Roashan Chirag Karne Se Roz-Ghar Mein Diwali Nahi Hua Karti
Anjane Rasto Per Chalne Walo Ke Liye
Har Subah Manzil Nahi Hua Karti
Andekhe Sapno Mein Dooba Nahi Kiya Karte
Kushbuu Ko Apna Banane Ki Koshish Nahi Kiya Karte
Baatein To Baatein Hai
Baatoan Mein Har Kisi Ki Aaya Nahi Karte
Tamam Umr Tera Intezaar Hamne Kiya
Is Intezaar Main Kis Kis Se Pyaar Hamne Kiya
Har Insaan Kisi Na Kisi Ko Chahta Hai
Na Jaane Kisi Ko Hum Pe Pyaar Kyon Nahi Ataa Hai
Unse Baat Karke Jo Aa Jati Hai Chehre Par Raunak
Woh Samajhte Hain Ki Bimaar Ka Haal Achaa Hai
Din Bhi Khaali Meri Sahar Bhi Hai Khaali
Naa Basaa Khawaab Koi Meri Nazar Bhi Hai Khaali
Ho Sake To Meri Raahguzar Se Guzro Tum
Hai Ab Talak Ye Meri Rahguzar Bhi Khaali.