Hame Aaj Bhi Hai Aetbaar Tere Pyaar Ka,
Par Ab Wo Lutf Na Raha Tere Deedar Ka.
Hun Patte Hi Jis Shajar Ke Dhokhebaaz,
Kya Intezaar Rahega Use Kisi Bahar Ka.
Hum Isqe Kii Raah Par Chalte Chale Gaye
Pata Bhii Naa Chala Kab Manzil Karib Aa Gayi
Hum Bekhof Aur Age Badhte Chale Gaye
Pata Bhi Naa Chala Kab Woh Dhalan Aa Gayi
Bhole Basre Mazi Ko Koraidtay Rahay
Tumharee Yaad Main Lamha Ba Lamha Taraptay Rahay
Aik Aik Din Ko Ongleyo Ke Poro Main Gintay Rahay
Kitna Zalim Tha Yeh Saal
Mana Wadeya Ishq Main Pa’oo Andha Rakhna Perta Hai
Lakin Gher Ko Janey Wala Rasta Rakhna Perta Hai
Tanhai Woh Zehar Bechi Talwar Hai Jis Ke Dahshat Se
Baz Ouqat To Dushman Ko Bhi Zinda Rakhna Perta Hai
Tanhai Ki Rakt Mein Jaha Ko Gaye Hai Hum,
Uddasion Ki Samundar Mein Par Ho Gaye Hai Hum…
Pyar Ka Nasha Tune Dil Mein Chor Diya,
Bin Mauth Tune To Muje Maar He Diya…
Chalti Zindagi Mein Ik Din Kabhi
Jab Yeh Khabar Tere Pas Aaegi
Chal Basaa Kamal Is Duniya Se
Jab Koi Saheli Tujhe Yeh Bataaegi