Ek Muskurahat Chayi Dekhkar Tumhare Labo Par
Main To Man Hi Man Naach Uthi
Tumko Wo Muskrahat Ka Raaz Nahi Puchungi
Main Bhi Man Main Muskura Bethi
Chun-Chun Ke Kahi Hamne Ghazal Apni Zubani
Kutchh Tum Bhi Kaho Apni Ghazal Apni Zubani.
Hamko Mili Har Mod Pe, Bhar-Bhar Ruswaayii,
Tum Bhi Kaho Kya Hai Mila , Yuin Ker Ke Bhalaayii,
Beetay Hue Dinon Ko Bhulaya Nehi Jaata
Jo Row Rahey Hon
Unko Rulaya Nehi Jaata
Hasnay Walon Ko Rulana Asaan Hai
Dil Lagaa Muurat Se Lenge Ess Qadar Sochaa Nah Thaa
Aansoo,On Se Ho Gaa Daaman Tar-Batar, Sochaa Nah Thaa!
Ho Gee Ranj-O-Gham Men Hee Shaam-O-Sahar, Sochaa Nah Thaa
Zindagee Aise Bhee Hotee Hai Basar, Sochaa Nah Thaa!
Khud Pe Inaayat, Karke, Jeena Bhee Nahi Aaya Hame
Dil Khool Shikaayat, Karke, Jeena Bhee Nahi Aaya Hame
Hain Wo Bewafa, To Unki Aadat Hee Hain Yeh
Unse Phir Nafrat, Karke, Jeena Bhee Nahi Aaya Hame
Jazbat Zindigi Me Kisi Se Jahir Na Ker Sake
Jinhe Pyar Kerte The Unse Kabhi Unse Na Keh Sake
Lafaz Chipak Gaye Hote Se Humare
Jab Wo Kisi K Sath Chale Or Hume Hi Bhul Gaye