Jo Mehbub Ko Mehbuba Se Juda Karta Hai
Haste Khelte Insaan Ko Tabah Karta Hai
Mango Maut, Musibat Deta Hai
Zindagi Maangne Par Utha Leta Hai
Mere Pehloon Mein Jo Beh Nikly Tumhare Aansoo
Ban Gaaye Shaam-E-Muhabat Ke Sitare Aansoo
Dekh Sakhta Hai Bhala Koun Ye Piyare Aansoo
Meri Aankhon Mein Na Aa Jaay Tumhare Aansoo
Do Chehre Duniya Ke Hain, Do Chehre Hain Tumhare
Duniya To Humari Thi Hi Nahin, Tum Bhi Rahe Na Humare
Duniya Jhoot Bola Karti Thi, Sachi Thi Aankhein Tumhari
In Aankhon Nein Youn Rang Badlaa, Dikhaa Di Duniyadaari
Zindagi Ko Pukara To Tum Chale Aaye
Haath De Kar Apna Mujhe
Pyaar Se Muskuraye
Thaam Kar Haath Mera
Tanha Na Kar Jaana
Shuru Kiya Hai Jo Rishta
Us Ko Aakhri Dum Tak Nibhana
Many Tender And Desirable Gestures
Our Bodies Making, So Deep Within
Caressed, By Your Tender Fingertips
Stroking Every Inch Of My Soft Skin.
Your Perfumes Scent So Ever Sweet
You’re The Beauty, Of All My Nights
Aroused, From Our Bodies Touching
Brings Tonight, To A Sensual Delight.
Abke Aake Bhi Woh Koi Hadsa De Jayenge,
Aure Kya Hai Paas Unke, Jo Naya De Jayenge,
Woh Mera Apna Hai Sayad, Paas Hai Kab Se Mare,
Waqr Aane De Jara Woh Bhi Daga De Jayenge,