Tumhe Pyar Karne Ka Intezaar Hai Hamein,
Khaabon Mein Hi Sahi Ehsaas Hai Hamein,
Zulfon Ki Khusbhoo Se Madhosh Banana Hai Tumhe,
Har Pal Ko Yaadgaar Banane Ka Armaan Hai Hamein,
Dil Se Yeh Dua Hai Meri
Ki Aaj Meri Khushiyo Ke Saare Sagar Tere Naam Ho Jaaye
Teri Shaadi Aisi Ho Ki Aaj Shama Hi Jalkar Raakh Ho Jaaye
Shama Jale To Chahe Jalti Rahe
Khuda Kare Yeh Saare Parwaane Tere Naam Ho Jaaye
Aaj Meri Khushiyo Ke Maykhane Tere Ho
Aur Tere Aasuo Ke Saare Payemaane Mere Naam Ho Jaaye
Ajab Haalt Hain Is Dil Ki
Yeh Hain Ke Mane Hi Nahein
Aaj Dil Bhut Ghabra Raha Hai
Shahid Kisko Yaad Kar Raha Hain
Kabhi Is Zindagi Me Pyaar Tha
Par Ab Is Zindagi Me Keval Mout Hai
Pahele Is Zindagi Me Keval Khushi Thi
Par Ab Is Zindagi Me Keval Gum Hai
Teri Hi Nighahon Ka Har Simt Ishara Hai
Behta Huwa Dariya Hai Khamosh Kinara Hai
Ek Din Churake Tujhko Duniya Ki Nighahon Se
Palkon Pe Sajaunga Armaan Ye Hamara Hai
Ashkon Ke Aangan Mein Utri Ek Tamanna Tere Naam,
Dard O Gham Ki Yeh Mehfil, Hijr Ka Darya Tere Naam……….
Surmai Raatein Ulfat Ki, Rangee’n Baate’n Chahat Ki,
Surkh Labo’n Se Chalke Jam, Shame – Tamanna Tere Naam……….
Barish Ki Wo Ek Raat Kabhi Halki Halki
Kabhi Ek Dum Tez
Wo Barish Mein Bheegna
Aas Paas Ke Lehrate
Buhaat Tutey Hue Hain Hum Abhi Dastak Nahin Deyna
Humari Ankh Hai Purnam Abhi Dastak Nahin Deyna
Mulaqat E Guzashta Ka Abhi Nasha Nahin Utra
Mere Saathi Mere Hum Dum Abhi Dastak Nahin Deyna
Tu Jo Roye Gi To Meri Palkon Pe Nami Reh Jaaye Gi
Zindagi Bus Naam Ki Zindagi Reh Jaaye Gi
Tu Mujhe Chor Rahi Hai Ek Baar Phir Se Soch Le
Main Chala Jaaoun Ga Aur Tu Dekhti Reh Jaaye Gi
Watan Hai Ger Azeez To,Watan Ki Rah Main Jaan Do
Hara, Bhara, Zameen Do,,Haseen Aasmaan Do
Phatak Na Paayae Raah-Zen, Lutae Kahin Na Ae Watan
Gali-Gali,Ho Pur-Aman, Hara,Bhara Rahae Chaman