Holi Ke Rango Se Juda Hua Nata
Asman Main Ude Rango Ke Saath Uud Chala
Mohobat Kal Tak Nibhai Thi Maine
Aaj Ansoo Baha Ke Dho Di Maine
Hum Tau Yu Apni Jindagi Se Mile
Khwaab Jaise Tarste Hai Hakikat Kai Liye
Gamo Ki Andhiya Yu Takra_ii Humse
Sadiiyon Se Jaise Tadf Rahii Mere Hii Ghar Kai Liye
Mohabbat Ki Hai Humne Husn Ke Shikaar Hain Hum
Tut Kar Bikhre Hain Har Su Wo Dil-E-Zaar Hain Hum
Gairo Ka Kya Har Baar Apno Ne Hi Saath Mere Daga Ki Hain
Udaya Gaya Jise Har Kadam Raste Ka Wahi Ghubaar Hain Hum
Iss Dil Ko Karaar Tab Aayega,
Jab Aapka Deedar Ho Jaayega,
Ho Jaayenge Hum Khud Se Juda,
Jiss Din Aapka Pyaar Mil Jaayega.
Hum To Intjaar Kar Rahe Hai,
Ye Intjaar Kab Khatam Ho Paayega,
Karte Hain Hum Pyaar Unhi Se,
Kya Ye Baat Dil Unhe Bata Paayega.
Khuda Se Maangi Thi Ik Dua
Na Suni Usne Meri
To Ghabra Gayi Main
Khuda Hai Bhi Kahin?
Khuda Se Ki Maine Phir Se Vahi Dua
Na Suni Usne Phir Meri
Sochne Lag Gayi Main
Khuda Hai Bhi Kahin?
Hum Hi Main Thi Na Koi Baat Yaad Na Tum Ko Aa Sakey
Tum Ne Humain Bhola Diya Hum Na Tumhian Bhool Sakey
Hosh Main Aa Chukey They Hum Josh Main Aa Chukey They Hum
Bazam Ka Rang Dekh Kar Sir Na Magar Utha Sakey