Kasha Ke Hum Ko Bhi Khuda Ne In Kayenath Ka Ek Hissa Banaya Hota
Hum Bhi Suraj Ke Un Subha Ke Halki Kirano Ke Sath Hote
Ooss Ke Bane Us Shabnam Ke Sath Khelte Hote
Kabhi Chand Ka Chodha Huva Us Thandak Ki Ehsaas
Tum To Hume Paraye Kar Gaye
Hamre Pyar Ko Tukra Kar Gaye
Ab Kya Sambandh Bacha Hai
Isiliye Hum Tumhe Alvida Kehne Aye Hai
Tumhare Pyar Pa Na Sake
Tumse Hamesha Uljate Rahe
Ab Na Koi Umeed Dil Mein Base Hai
Isilye Hum Tumhe Alvida Kehne Aye Hai
Tum To Chale Apni Duniya Basane
Mehul Ko Chodkar Khud Chale Jilmilane
Ab Kahe Bhi To Kya Tumse
Isilye Hum Tumhe Alvida Kehne Aye Hai
Ek Mohlat Mili Hay Maut Se Aaj
Ek Zindagi Hay Bakey Teray Janey Kay Baad
Kuch Ashq Hain Baakey Naino Mein Aaj
Ek Mohlat Mili Hay Muskuraney Ki Aaj
Zindgi Ki Raaho Par Is Kadar Hum Ladkhadaye Hai
Apno Se Hi Hum Har Waqt Kiye Gaye Praaye Hai
Darte-2 Rakhe The Kadam Humne Mohabbat Ki Rasto Par
Dil Lagane Ki Khata Ki Tab Hi To Ye Saza Paaye Hai
Woh Dil Se Mujhe Naa Bhulaa Sakega
Meri Tarhaa Woh Bhee Tadpaa Karega
Mujhse Woh Khafaa Rehtaa Tha Kabhii
Ab To Uss Se Bhee Koi Ruthaa Rahega