Is Duniya Me Jeena Mushkil Nahi Hai Hum Hi Shayad Is-Kay Khabil Nahi Hai
Sehraa-Hi-Sehraa Hai Door Talak Rasta- Hi – Rasta Hai Manzil Nahi Hai
Hazaroon Gam Hum Jhy-El Lay-Tay Afsoos Ke Isme Koi Shamil Nahi Hai
Tanhaa Jeelay-N Hum Hustay Hu-Ae Itna Saqt Humaaraa Dil Nahi Hai
Tujhse Mile Ab Ek Jamaana Ho Gaya
Ishq Mera Bhoola Sa Fasana Ho Gaya
Tumne Jab Bhi Jo Kaha Such Ke Siwa Na Tha
Maine Jab Bhi Kuchh Kaha Bahaana Ho Gaya
Dekhte Dekhte Tasveer Ye Bhar Aati Hain
Takte Takte Rasta Ye Thaq Jaati Hain
Kya Karein Ye Aankhein Aakhir
Rote Rote Ye Beh Jaati Hain
Dekhe Hain Kya Kya Manjar Inhone
Dil Mein Ghuste Hue Khanjar Inhone
Kya Karein Ye Aankhein Aakhir
Saagar Dekha Hai Pal Mein Banjar Inhone
Dur Rehke Humse Kaise Reh Paoge
Dil Dhukhega Tumhara, Hamme Bhi Rulaoge
Dekho Aise Na Rulao
Kuch Karo Ilaaj Iss Dard Ka
Jiye To Jiye Aise Ki Patthar Ho Kisi Bojh Tale,
Muskuraaye To Muskuraaye Aise Ki Tabassum Ho Kisi Soz Tale,
Haathon Me Angaare,Saanson Me Chingaariyan,
Zehn Mein Kuchh Khwaab Toote,Dil Mein Tanhaaiiyan,
Mujhse Bichharr Ke Meri Jaan Mat Udaas Hona
Aankhon Se Door Ho Dil Ke To Paas Hoo Na
Teri Taqdeer Se Meri Taqdeer Hi Judaa Thi Shayad
Youn Samajh Lena Yahi Marzi Thi Khuda Ki Shayad