Jaane Kyun Ye Rooh Badnaam Hui,
Gar Hui Toh Kyun Sar-E-Aam Hui.
Baithhe The Udaas Jis Mehfil Main,
Jaane Kyuin Ulfat Sar-E-Shaam Hui.
Woh Dost Mera Jaisa Bhi Sahi
Ais Dar Ka Bhikari Woh Bhi Hai
Main Us Ki Izzat Karta Hun
Aik Prem Pujari Woh Bhi Hai
Kehlaya Hai Us Si Hasina Ne
Main Us Ka Ghazal Main Naam Na Lun
Rehna Hai Us Se Bhi Duniya Main
Majboor Bechari Woh Bhi Hai
Aik Ranjish Hai Par Jante Hain
Aik Doosre Ka Dukh Hum Dono
Jis Tarah Main Hara Hun Us Se
Aik Shakhas Se Hari Woh Bhi Hai
Jee Chahe Uda Le Jaon Us Se
Darbar Se Main Pirthawi Bankar
Sanjogta Jaisi Albeli
Aik Rajkumari Woh Bhi Hai
Kia Poochun Mazhab Walon Se
Main Admiyat Ke Bare Main
Jo Deen Ke Naam Pe Dhuka De
Aik Duniyadari Woh Bhi Hai
Tum Apni Shayri Ke Bal Par
Mashoor Zaroor Hoye
Par Jis Se Tum Ne Pyaar Kia
Pehchan Tumhari Woh Bhi Hai
Itna Roiye Kee Malaal-E-Jist
Naa Rehh Jaaye Inn Ashkon Mein
Mujhe Isska Khauff Mera Badan-E-Sifaal
Naa Beh Jaaye Inn Ashkon Mein
When The Sun Doesnt Shine
I Dont Smile
When The Rain Hits The Ground
My Tears Are Planted With Them
When The Time Goes By
I’ve Wasted My Life
Because Of My Lost
Desideratum
When The Phone Doesnt Ring
I Wont Speak
When The Night Ends
I Dont Dream
When The Wind Blows
Chills Make Me Weak
When The Morning Comes
No Birds Sing
How The Moon Hides
I Hide With Him
Hoping That He’ll Here My Plea
As Days Go By
And Seconds Becomes
Minutes
Minutes Becomes
Hours
Hours Becomes
Weeks
And Weeks
Become Months
I Pray
That Soon
You’ll Be With Me
Aye Dil Aaj Bata De Mujhe
Gum Sum Aur Itna Pareshan Kyu Hai
Pyar Ke Zakhm Abhi Bhare To Nahin
To Us Bewafa Ka Phir Se Arman Kyu Hai