Sharminda Jisse Hai Chand
Suraj Hai Gahen Main
Aisa Hasin Phool Hai Ek Mere Chaman Main
Jalwon Se Jiske Roshni Taron Ko Mili Hai
To Goa: With Love
Lovely, O, Queen Of Beaches
Beautiful Are Thy Reaches
Blossom Abound; Green Heaven
Swinging In Melodies Seven
Flashing In Innocent Smiles
Opens-Up Picturesque Files
Zindagi Masum Thi Aur Zindagi Masum Hai
Kaesae Pal Pal Jeerahae Hain,Usko Ae Maloom Hai
Ek Diya Sa Jal Raha Hai,Beech Main Toofaan Kae
Jaltae, Jaltae, Bujh Na Jayae, Zindagi Mauhum Hai
Yeh Tumharein Pyar Ka Faiz Hai Ye Jo Ek Ghazal Ki Kitaab Hai
Tere Ghum Mein Ghuzrey Har Ek Pal Mere Rat Jagoon Ka Hesaab Hai
Mujhe Beech Rah Mein Choor Kar Mera Haath Tumnein Jhatak Deya
Yeh Jo Naz Hai Tujhe Husn Par Ye To Chand Dinoo Ka Shabab Hai
Jab Khuda Ne Mera Takdir Likha Hoga,
Use Mujhame Na Jaane Kya Dikha Hoga,
Sabane Dekhi Hai In Aankho Me Bebasi,
Maut Se Jujhati Zindagi Nahi Dekhata Hai Koi,
Pyaar Karna Chaha Kai Baar
Kai Baar Hua Dil Bekarar
Har Baar Dil Toda Sabne
Har Baar Tute Mere Sapne
Sabhi Meri Bebasi Par Khilkhilate Hi The
Gulshan Main Phul To Bahut The
Meri Kismat Main Kaate Hi The