Life As A Child
Is Free And Wild
There Are So Many Friends
There Is No End
Kal Aagan Me Mere Barsaat Hui
Dur Talak Thi Bundo Ki Rimjhim
Kuch Der Mei Hi Khamosh Hui
Bundo Ki Rimjhim Ne Mujhko Kuch Aisa Tadpaya
Karishmo Ke Gulam Hein Wo
Jo Umeed Kii Rah Pe Chalte Hein
Bewafaie Ka Taj Hein Wo
Jo Doosron Ke Karm Pe Chalte Hein
Khudgarzi Kaa Roop Hein Wo
Jo Kamzori Ko Apna Haq Samj Te Hein
Gareebii Ki Pehchan Hein Wo
Jo Meher-Baaniyon Ko Apna Wajood Samj Te Hein
Kya Baath Hai Tujhme
Ke Nazrein Nahi Hat Theen
Aisi Bhi Kya Mohabat
Ke Raatein Nahi Kut Theen
Khayalon Ko Tere Mein
Har Lafz De Chuka Hoon
Auron Se Karne Ko Ab
Batein Nahi Bach Theen