Ye Jo Zindagi Ki Kitaab Hai Ye Kitaab Bhi Kya Kitaab Hai,
Kahi Ik Haseen Sa Khawab Hai Kahi Jaan-Leva Azab Hai,
Kahi Nafraton To Kahi Mohabbaton Ka Samna,
Samajh Nahi Aata Ye Kya Qismat Ka Mijaj Hai,
Sachhe Mohabbat Ki Talash Mein Bhagte Rahe Aksar,
Dhoondhte Rah Jaoge Milega Nahi Yahi Waqt Ka Jawab Hai,
Kyon Hota Hai Aisa Ki Bhatakna Padta Hai Aksar,
Mujhe Apne Rab Se Sirf Mera Yahi Ek Sawal Hai,
Aansuon Ke Nashe Mein Choor Hokar Jhumte Rahe “Raaj“,
Pata Nahi Ye Gam Ke Aansoon Hai Ya Sharab Hai.
By Rajnish Raaj
More Shayari by Rajnish Raajये जो ज़िन्दगी की किताब है ये किताब भी क्या किताब है,
कही इक हसीन सा खवाब है कही जान-लेवा अजाब है,
कही नफरतों तो कही मोहब्बतों का सामना,
समझ नहीं आता ये क्या किस्मत का मिजाज है,
सच्चे मोहब्बत की तलाश में भागते रहे अक्सर,
ढूंढते रह जाओगे मिलेगा नहीं यही वक़्त का जवाब है,
क्यों होता है ऐसा की भटकना पड़ता है अक्सर,
मुझे अपने रब से सिर्फ मेरा यही एक सवाल है,
आंसुओं के नशे में चूर होकर झूमते रहे "राज",
पता नहीं ये गम के आंसूं है या शराब है।