Ye Suhana Mausam

Posted on 22 Oct 2008 | Author: | Ghazals & Lyrics, Ishq Shayari

Ye Suhana Mausam Ye Baarish Ki Boondein
Kuchh Bhi Na Tere Bin Sanam Dil Ko Lubhaaye

Koyal Kooke Naache Mayur Sara Aalam Jhoome
Aise Mein Tujh Se Ye Durri Hum Ko Tadpaaye

Chali Aa Jaan-E-Mann Yun Meri Baahon Mein
Jaise Ke Saagar Mein Sarita Simat Jaaye,

Har Tamanna Ho Jaaye Mohabbat Ki Muqabil,
Mann Ke Aangan Jo Tere Pyaar Ka Saawan Baras Jaaye.

Shyari SMS Version

There Is No SMS Version For This Shayri.
Receive Daily Shayari By eMail
Or Send JOIN ShersDotIn To 987O8O7O7O To Receive Shayari In SMS.

Leave a Reply