Ye Barishein Bhi Tum Si Hai,
Jo Baras Gayi To Bahaar Hai,
Jo Thehar Gayi To Qaraar Hai,
Kabhi Aa Gayi Yunhi Be Sabab,
Kabhi Chaa Gayi Yunhi Roz-O-Shab,
Kabhi Shor Hai, Kabhi Chup Si Hai,
Ye Barishein Bhi Tum Si Hai,
Raat Ko Ek Dabi Hui Si Raakh Ko,
Kabhi Yun Hua Ke Bujha Diya,
Kabhi Khud Se Khud Ko Jala Diya,
Kahin Boond-Boond Mein Gum Si Hai,
Ye Barishein Bhi Tum Si Hai.
By Sudhir
More Shayari in Ghazals & Lyricsये बारिशें भी तुम सी है,
जो बरस गयी तो बहार है,
जो ठहर गयी तो करार है,
कभी आ गयी यूँही बे सबब,
कभी छा गयी यूँही रोज़-ओ-शब्,
कभी शोर है, कभी चुप सी है,
ये बारिशें भी तुम सी है,
रात को एक दबी हुई सी राख को,
कभी यूँ हुआ के बुझा दिया,
कभी खुद से खुद को जला दिया,
कहीं बूँद-बूँद में गम सी है,
ये बारिशें भी तुम सी है।
Achha intikhaab .Albatta Hum Qaafiya misre en saath likhna chahiye tha.
Not bad
wah