Kyo Nahi Nibhatey Hai Hum,
Apney Rishto Ko,
Kyodur Ho Jate Hai Hum,
Jinse Karte Hai Hum Pyar,
Husn Par Jaane Kya Kya Likhkar Maar Gaye Shayar
Par Yeh Husn Walethe Itne Bedardi The
Ki Na Hua Inhe Ehsaash
Unke Aane Aur Jane Ka
Aaj Bhi Dhadkan Ruk Jaati Hai Teri Aahat Se
Aaj Bhi Teri Yaadain Sirf Meri Hai
Aaj Bhi Aansu Aate Hai Tere Liye Meri Aankho Se
Aaj Bhi Teri Kami Mere Liye Aadhuri Hai
Dur Ho Kar Mujhse Kaha Jaoge Tum
Zindgi Ka Diya Kaha Jaloge Tum,
Yaadian Meri Dhadkian Hai Tumhari,
Apni Hi Dhadkano Ko Kaise Rok Paoge Tum
Na Jaane Kon Hai Vo Jise Rah Rah Kar Bula Rahi Hai
Har Ek Sur Mai Alag Sa Nasha Hai
Aaj To Hawao Mai Bhi Apni Hi Ada Hai
U Fizao Ka Aana, Palko Ko Band Kar Dheere Se Muskurana
Hum Nahi Unki Mohbaat Ke Kabil,
Kya Dhool Bhi Kabhi Chaand Ko Chooti Hai,
Kya Sagar Bhi ,Pathar Se Chota Hota Hai,
Hum Unki Raho Ke Tinke ,
Kya Kya Na Kaha Hume Zamane Ne,
Magar Kab Zamane Ki Parwa Thi,
Aapno Ke Liye Jeete Hai Hum Toh,
Woh Kahen Toh Jaan Apni Mita Le,
Kya Tarif Karu Unki
Kya Yaad Karu Unko
Kya Rushwa Khudko
Kya Ilzaam Doo Unko
Ey Zindagi Tu Kabhi To Mera Saath De
Kismat Ki Do Lakirain Mere Haatho Mai Bhi Daal De
Meri Bhi Bhujti Hui Har Saans Mahek Uthegi
Gar Tu Kahi Se Mujhe Ek Baar Aawaz De.
Gar Jo Ye Zindagi Kabhi Meri Hoti
To Kisiki Palko Tale Jee Rahi Hoti
Mahak Raha Hota Mera Bhee Har Armaan
Fir Naa Yun Akele Simat Kar Ro Rahi Hoti