Maine Sapno Ka Ek Mahal Banaya Hai
Likh Ke Naam Tera Usko Sajaya Hai
Jis Bhi Taraf Dekha Tera Hee Chehra Najjar Aya Hai
Chor Kar Naa Chali Jana Ab Mujko Akela
Chandni Rat Thi Mausaum Bada Shuhana Tha
Mehbuba Ke Ghar Jane Ka Yeh Hi Ek Bahana Tha
Pichley Darwaje Se Anna Yeh Unka Bayana Tha
Kategi Rat Chandni Mai Dil Ka Yeh Fasana Tha
Aap Rooth Kar Na Yun Sazah Di Jiye
Baat Jo Hai Dil Mein Bata Di Jiye !
Darmian Mein Ho Gaya Hai Jo Faasla
Aap Khuda Ke Waaste Mita Di Jiye !
Subah Hui Sham Hui
Fir Raat Bhi Aa Gayee !
Baadal Aye Bijli Chamki
Fir Barsaat Bhi Aa Gayee !
Dekha Tha Jab Se Tujko
Najre Bichate Chale Gaye !
Likh Kar Tera Naam Dil Per
Gatey Chale Gaye !
Kuch Kadam Chal Kar Saath Nibiya Hota
Dekh Kar Hamko Najroan Pe Bithaya Hota
Hamne U Hee Nahi Kiya Thaa Pyar Tumse
Dil Ki Umeeeeed Ko Itna Uthaya Na Hota
Bhoolay Se Har Waqt Yaad Aye, Wo Tera Fasana
Jab Bhi Chaha Na Bhool Paya Wo Tera Muskurana
Nahi Bhoola Muje Wo Bita Sama Purana
Tera Milna, Milke Bicher Jana