Ekk Sankat Aaj Phir
Neend Lekar Chala Gaya
Rakh Gaya Asamanjas Stithi Ko
Mere Mastisk Kii Mej Per.
Mujhe Awaz Kabhii Dena Nahii
Mujhko Kabhii Sun-Na Nahii
Hansi Main De Nahii Sakta
Dard ! Hoon Main Zism Ko Tere Zakhm De Sakta Hoon Main.
Aaj Phir Mann Mera
Ghulami Kii Chaahat Liye Hain
Woh Ghulami, Bilkul Wahi Ghulami
Jisko Ekk Mahaatma Ne Toda Tha
Aasmaano Ke Khuda !!
Suna Hain Teri Arthvyavasttha Kaa
Koi Jawaab Nahin Hain
Ameeri Kaa Maalik Hain Tu
Maut Se Meri Nafrat Hain Puraani
Zindaagi Se Mohabbat Karta Hoon
Main Hoon Ekk Anjaan Shehar
Jahan Tera Swagat Karta Hoon.
Kya Kabhi Aapne Socha Hain
Kitna Jaanlewa Hota Hain Apaharan?
Yeh To Wahii Jaante Hain
Jinhoney Yeh Pal Kareeb Se Dekha Hain.
Kaise Kab Tak Kis Tarah Main Zindagi Jeeta Raha
Baat Aur Jazbaat Mein Har Waqt Ko Jeeta Raha.
Kaise Simta Mera Bachpan Dekhkar Haiiraan Hoon
Kal Jawaani Se Lipat Main Shaam Tak Rota Raha.
Phatey Kapdon Mein Koodey Ke Dher Se
Kuch Kagazon Ko Ulat-Ti Pulat-Ti
Unhe Thailey Mein Samet-Ti.
Saal Nau Ya Dus Ko Paar Karti
Tera Jaana Taye Ho Gaya Tha
Humey Bhee Yakeen Tha
Jaate Lamhe Tum Mujhse Lipat Jaate
To Bura Kya Tha ??
Bas Thoda Sa Hii To
Bacha Hain Yeh Mitti Kaa Tail
Soch Raha Hoon Isme Roti Paakaaoon Ya
Iss-Se Jaladoon Is Gareebi Ko