Mazaa Aata Jub Aati Hai Holii
Mere Hathoon Se Bhigtee Hai Uski Choli
Khil Jati Hai Wo Jab Chadhta Hai Pyaar Ka Rang
Mere Pyaar Mein Bhig Jata Hai Uska Sara Ang
Khuda Kare Ki Pyaar Mein Kisi Ka Dil Na Toote
Jaise Ruthaa Mera Sanam Kisi Aur Ka Na Ruthe
Rotaa Hai Dil Aur Toot Jate Hai Sapne
Ankhoon Ke Aansu Bhi Nahi Hote Hai Apne
Na Chankaya Karo Yoon Tum Pairron Mein Payal
Sunkar Jiise Duniya Ho Jati Hai Ghayal
Na Lagayaa Karo Yoon Tum Ankhoon Me Kajal
Jise Dekhkar Duniya Ho Jati Hai Paagal
Chahe Kitna Bhee Rokoo
Pyaar Ho Hi Jata Hai Jawani Mein
Ishq Mein Itni Taqaat Hai
Aag Laga Deta Hai Pani Mein
Pyaar Mein Marne Jine Ki Kasme To Sub Khate Hai
Sache Aashiqe Wahi Hai Jo Inko Nibhate Hai
Pyaar Ki Khatir Sahte Hai Duniya Ke Sitam
Wahi To Is Jag Mein Diwane Kahlate Hai
Ab To Nind Hee Nahi Aati
Har Khawab Mein Tum Ho
Sawal Ab Koi Nahi Baki
Sabka Jawaab Sirf Tum Ho
Pata Nahi Kub Aur Kaise
Tum Meri Pehhchan Bun Gayi Ho
Tumhe To Pata Bhi Nahi
Ki Tum Meri Jan Bun Gayi Ho
Jab Tu Mere Saath Hai To Mujhe Koi Gum Nahi
Is Duniya Mein Zalim Bhi Kuch Kam Nahi
Na Chodna Mera Saath O Mere Sanam
Warna Tere Begair Is Duniya Mein Hum Nahi
Sansoon Mein Tujhko Basaungaa
Ankhoon Mein Tujhko Chhipaungaa
Ak Bar Han Karke Dekh
Saari Khushiyaan Tujh Pe Lutaungaa