खà¥à¤¶ रहे वो शायद जमाने à¤à¤° की खà¥à¤¶à¤¿à¤¯à¤¾à¤ पाकर
हम तो दà¥à¤¨à¤¿à¤¯à¤¾ का दरà¥à¤¦ अपने दिल में छà¥à¤ªà¤¾à¤¯à¥‡ बैठे हैं ||
उनकी राहों के उजाले कà¤à¥€ कम न हो जाà¤
यही सोचकर आज हम अपना घर जलाठबैठे हैं ||
Kyaa Kahun Main Tumko Koi Ye To Bataa Do
Pari Kahun, To Tumhe Chahalun Main Kaise
Suraj Kahun, To Tume Dhekun Main Kaise
Sapnaa Kahun, To Neend Ko Thodu Main Kaise
Taj Kahun, To Tume Barish Se Bachvu Main Kaise
Kyaa Kahun Main Tumko, Koyi Yeh To Bataa Do
Chand Kahun, To Tume Din Mey Dheko Main Kaise
Phool Kahun, To Mudjanese Tume Bachavu Main Kaise
Jarna Kahun, To Behenese Tumko Roku Main Kaise
Hava Kahun, To Meri Taraf Tuje Modu Main Kaise
Har Sham Koi Mehfil Sazaao To Koi Baat Bane,
Tanha Zindagi Bitaane Ko Bahut Waqt Hai Abhi,
Dusro To Badnaam Kar Hi Dijiye Aaj To Mouka Hai,
‘Apno’ Ko Ajmaane Ke Liye Bahut Waqt Hai Abhi,
मेरी ज़िनà¥à¤¦à¤—ी फ़िर से वापिस बà¥à¤²à¤¾à¤¨à¥‡ लगी है मà¥à¤à¥‡
रोशनिय़ाठअब अंधेरो में राह दिखाने लगी है मà¥à¤à¥‡ ।
चाहे लाख मà¥à¤–ौटे लगा ले जमाना अपने चेहरों पर
इंसानो की असली सूरत नज़र आने लगी है मà¥à¤à¥‡ ॥
By Vijay
Wo Bekraari Woh Tadap Aur Wo Raaton Ko Jaagna,
Ab Kahte Hain Ki Woh To Bas Dil Ka Shuroor Tha,
Unhe Sapnon Mein Dikh Gaya Kis Aur Ka Chehra,
Hamaari Mohabbat Ka Essme Kya Kusoor Tha.
By Vijay
Gair To Gair Hi Rahenge Kaun Shikva Karta Hai Kisi Se,
Lekin Ab To Lagta Hai ‘Apno’ Ki Inaayat Si Ho Gai Hai,
Bahut Jee Liye Dusron Ke Liye Es Matlabi Duniyan Mein,
Aaj “Vijay” Ko Apni Zindagi Se Mohabbat Si Ho Gayi Hai.
By Vijay
Har Mod Par Aakar Thahar Jaati Hai Ye Zindagi,
Zindagi Ke Raste Mein Ye Dushwariyan Kyun Hai,
Ek Chaahat Ki Pyas Mein Gumon Ne Gher Liya,
Mohabbat Ne Likhi Ye Bewafaaiyan Kyun Hai,
Wo Asma Kitne Khushnasib Hain,
Jo Dur Rehkar Bhi Barste Hain,
Aur Hum Kitne Badnasib Hai Jo,
Pass Rehkar Bhi Milne Ko Taraste Hain.
By Vijay
Likhte Thay Hum Jinke Haseen Hasi Ki Yaadon Mein,
Aana Dushwaar Hai Muddat Se, Un Ke Humare Khwaabon Mein,
Hai Wo Khafa Hum Se, Ya To Hai Wo Bewafa Dil Se,
Ya Shaayad Na Rahe, Hum Unke Chaahne Waalon Ke Naamon Mein.
By Vijay
Barish Ke Mausam Mein
Beeghe Beeghe Raah Pe
Hava Jab Mujhse Baat Kare
To Tu Bahut Yaad Ayegi
Kaali Kaali Rathon Mein
Akhele Sannate Mein
Chand Ko Dhekoon
To Tu Bahut Yaad Ayegi