Meri Hasi Meri Khushi Mujhe Lautado
Mera Bachpan Meri Wo Batein Mujhe Lauta Do,
Meri Hasti Meri Kahani Mujhe Lauta Do,
Chahe To Mujhse Le Lo Ye Suna Pada Sawan
Tujhe Pane Ki Chahat Me
Tuhse Milne Ki Khawish Leker
Hum Har Taraf Her Disha Me
Rasta Rasta Bhatakte Hai,
Tum Na Mili To Ho Jao
Shayad Mai Ruswa Is Zindgi Se,
Kabhi Kabhi Aapna To Samajh
Hume Kabhi Aana To Hume,
Dil Mein Basa Rakha Hai Tumko Maine Is Tarah
Jaise Rehata Hai Pajama Jis Tarah
Meri Aakho Pe Laga Chasma Ho
Meri Kano Mein Lagi Mashine Ho
Mushqil Kiya Hai Usne Jina Humara
Band Ho Gaya Hai Khana Humara
Bus Guzar Na Jao Main Bechara
Mujheto Hai Bus Ab Dosto Ka Sahara
Jazbat Zindigi Me Kisi Se Jahir Na Ker Sake
Jinhe Pyar Kerte The Unse Kabhi Unse Na Keh Sake
Lafaz Chipak Gaye Hote Se Humare
Jab Wo Kisi K Sath Chale Or Hume Hi Bhul Gaye
Chalo Ek Bar Phir Se Hum Aajnabi Ho Jaye
Kuch Baras Kuch Din Kuch Pal Ke Liye Hum Juda Ho Jaye
Kabhi Ho Na Kisi Ko Gam Is Bat Ka Khayal Rakhna
Kuch Bhi Ho Mujhe Tum Magar Yad Rakhna
Majboor Kiya Hai Hume Teri Yaddo Ne,
Nahi To Hum To Kabke Mar Jate,
Tum Aagar Hoti To Tumahare Dil Me Uttar Jate,
Tum To Aapni Batt Karti Ho ,
Teri Hasi Meri Meri Wo Khushi,
Teri Aankho Ki Nami Mere Gamo Ki Bahar,
Tere Liye Karo Mai Aapni Ja Tak Nisar
Tere Liye Chand Or Suraj Ki Bahar
Har Kisi Ko Apna Diwana Banaye
Har Kisi Ko Aapne Peche Doraye
Lekin Kabhi Bhi Sath Na Nibhay
Is Zindgi Ka Matlab Hum Kabhi Samajh Na Paye
Ek Ghatna Ghati Aanokhi
Ramu Lene Gaya Tha Loki
Bich Bajariya Bhari Dopahriya
Radha Ne Niklaeee Chappal