Ekk Qatrai Khon Jo Bsad Aadab Nikalta
Iss Aankh Se Aansoon Nahin Mahtab Nikalta
Iss Bar Jo Aansoon Meri Palkon Pe Larazte
Ankhon Se Koi Toota Hua Khuab Nikalta
Suchchi Koi Kahani Likh
Dunia Aani Jaani Likh
Lafzon Ko Zindah Ker De
Eik Ghazal Toofani Likh
Dil Mein Rehte Ho Tum Bhii Sanam,
Dekho To Hum Bewafaa Nahi Hain,
Karte Hain Be-Inthaa Mohabbat,
Per Kuchh Majbooriyaan Bhii Rahi Hain,
Aggar Yaad Aaun Main
To Apni Dhadkan Sun Lena
Agar Yaad Aaun Main
To Apni Sanso Ko Chuu Lena
Hum Apna Ishq To Sab Se Chhipana Chahte The
Mager Chirag Hawa Ko Jalana Chahtein Hain
Hamein Bhi Shauq Tha Deewar-O-Dar Khurachne Ka
Tumhara Dil Bhi Kabhi Hum Bhi Dukhana Chahtein Hain
Chalo Main Bataon Kya Ho Tum Mere Liye
Meri Duniya Ho Tum Chu Kar Jo Guzri Woh Hawa Ho Tum
Main Ne Jo Roshan Kii Woh Diya Ho Tum
Dil Yeh Kahe Mere Jiya Ho Tum Kia Main Ne Mehsoos
Tum Door Ho Ke Be Meray Pass Rehtay Ho
Meray Dil Mey Bastay Ho Meray Saath Rehtay Ho
Shab-E-Tanhi Ke Ik Ik Gharee Phool Bantee Hey
Khushbu Ban Kay Tum Mera Angaan Mehkatay Ho
Khud Ko Dil Se Utarne Ke Bad
Kaisa Lagta Hain Harne Ke Bad
Raizah Raizah Bikhairta Hain Mujhe
Raizah Raizah Sawarne Ke Bad
Daam Har Mauj Mein Hai Halqa-E-Sad_kaam-E-Nahang
Dekhain Kya Guzre Hai Qatre Pe Guhar Hone Tak
Aashiqee Sabr Talab Aur Tamanna Betaab
Dil Kaa Kya Rang Karoon Khoon-E-Jigar Hone Tak?
Upperwalene Hume Do Hath Diye,Do Pair Diye,
Do Ankh Diye,Do Kaan Diye,
Par Usne Hume Ek Hi Dil Diya Kyun?
Kyunki Usne Wo Dusra Dil Us Dusre Shaksh Ko,