Tujh Se Mil Ker Bhii Kuchh Khafa Hein Hum
Be-Maruwut Nahin Tau Kya Hein Hum
Hum Gum-E Karwaan Mein Baithe Thay
Laug Sumjhe Shikasta Pa Hein Hum
Pyaar Mein Dil Kabhi Tanhaa Nahi Hota
Dard-E-Dil Kabhee Ruswaa Nahi Hotaa
Hotaa Hai Sab Kuch Nafrat Main Magar
Zindagi Ka Phela Pyaar Kabhi Bewafaa Nahi Hota
Bacha Ke Rakhkhna Hai Jis Ko Ghurub-E-Jaa’n Ke Liye
Yeheik Subah To Hai Shaher Bostan Ke Liye
Chalein Kahein To Seeh Dil Zabanon Mein Ho Gi
Fraghtein Hi Is Ek Sidq-E-Raeingan Ke Liye
Dil Se Her Guzzri Bat Guzzri Hai
Kis Kayamat Ki Rat Guzzri Hai
Chandni Neem Va Dareechah Sukoot
Ankhoon Ankhoon Mein Rat Guzzri Hai
Pata Chal To Gaya Donon Ka Dil Kya Chahta Hai
Main Ek Muthi Zameen Woh Sari Dunyia Chahta Hai
Mere Raste Mein Koi Pair Hai Sayah Naa Manzil
Woh Pagal Kyun Mere Hamrah Chalna Chahta Hai
Hadsaa Ye Bhi Howa Hai Ab Ke
Dil Tujhe Bhul Gaya Hai Ab Ke
Saath Chalte The Gai Waqton Mein
Aur Rasta Hi Judaa Hai Ab Ke
Nashaa Teri Aankhoon Ka Mujhko Lubhane Laga
Dilrubaa Tera Husn Mujhe Pagal Banane Laga
Qurbaan Yeh Dil Jawani Pe Yaar Ki
Aao Hum Likhen Mil Kar Kahani Apne Pyaar Ki
Yaad Karna Har Ghadi Us Yaar Ka
Hai Wazifa Mujh Dil-E-Bimaar Ka
Aarzoo-E-Chasma-E-Kausar Nahin
Tishna-Lab Hun Sharbat-E-Didaar Ka
Hum Parwarash-E-Loh-O-Qalam Karte Rahenge
Jo Dil Pe Guzarti Hain Raqam Karte Rahenge
Asbaab-E-Gam-E-Ishq Baham Karte Rahenge
Viraani-E-Dauraan Pe Karam Karte Rahenge
Mujh Ko Shikwa Hain Meray Bhai Keh Tum Jaate Ho
Le Gaye Sath Meri Umr-E Ghuzishta Kii Kitaab
Iss Mein Tau Meri Bohut Kimati Tusweerien Thee
Iss Mein Buchpun Tha Mera, Aur Mera Aihd-E Shabab