Kabhi Aisa Hua Hai Hamne Ham
Sa Doosra Dekha
Tab Ahsaas Hua Ham Akele Hi Nahi
Kuchh Aur Bhi Hain
Jo Ham Se Ghoomate Hain Is Jahaan Ki
Gardishon Me Yun
Ke Jaise Bheed Me Bachcha Koi
Tanha Sa Kho Jaae
Wo Ek Shaam Thi
Subah Se Dhoop Me Tapta Hua Din
Jisake Aaghosh Me Chup Gaya
Gulabi Hokar
Besan Ki Sondhi Roti Pe Khatti Chatni Jaisi Maa
Yaad Aati Hai Chauka Basan Chulhe Chimte Jaisi Maa
Ban Ki Khurri Khat Pe Leti Har Ahat Pe Kan Dhare
Aadhi Soi Aadhi Jagi Thaki Dupahari Jaisi Maa
Apne Gham Bhula Karke
Daage Dil Ko Kuchh Dhank Ke
Pheeke Pheeke Chehare Pe
Ik Naya Sa Rang Bharke
Wo Ik Tera Gham Aur Sari Zindagi
Kahan Kat Si Gai Main Bekhabar Thi
Chali Thi Kab Kahan Pahuchi Main Jaake
Main Sare Raste Hi Bekhbar Thi
Raah Hamne Bhee Bahut Dekhi Wo
Aaya Naa Magar Rasta Roz Andheron Mein Gum
Hota Dekha Subah Aai To Naya Intezaar
Saath Laai Koi Dopahar Hame Pal Bhar Bhee Naa
Chand Tum Kis Qadar Akele Ho
Aaj Maine Jaana Hai
Sham Dhale Hi Aajate Ho
Roz Tahlte Tumko Dekhke Rote Bachche
Aankh Bhar Aai Phir Kyun Tere Naam Se
Dil Bhi Afsurda Apna Hai Kuchh Shaam Se
Tere Aane Se Shaamen Mehkatin Thi Jo
Aaj Bojhal Hain Saanse Meri Shaam Se
Ek Mehfil Me Main Tumse Mili
Ik Arse Ki Judaai Ke Baad
Saari Nazren Bas Ham Par Thin
Main Chaah Ke Bhi Kuchh Kah Na Saki
Main Jo Aankhon Me Teri Khwab Hun Bankar Rahti
Aaj Tu Jaan Le Maine Bhi Tujhe Chaha Hai
Meri Aakhon Ki Kisi Kajal Ki Zarurat Kab Hai
Ye Teri Yaad Se Sharma Ke Jo Jhuk Jaati Hain