Julam Dekh Roti Hai Ankhein
Julami Ko Koi Bhonke Salakhe
Pikar Gum Deti Hai Khusiya
Path Dikhlati Hai Ye Ankhiya
Wo Chand Si Pari
Dharti Pe Thee Wo Dari Dari
Thee Uski Umar Wali
Ankhein Uski Thee Kali
Kiya Khata Hue Mujse
Sajan Mere Ruth Gaye
Kasme Wade Karke Mujse
Khud Hi Kasme Tod Gaye
Kabhi Kabhi Ahsaas Hota
Mai Khusiyo Ka Mela Hu
Kabhi Kabhi Ahsaas Hota
Mai Bahut Akela Hu
Is Jahan Mein Mujhse Kisi Ko
Payar Nahi Mujhe Aaya Na
Payar Karna Ya Is Jahan Mein
Payar Nahi Is Jahan Mein Kisi Ko
Payar Karne Se Tu Pahle
Payar Ki Pahchan Karle
Ye Dil Gunga Hokar Bhee
Bahut Kuch Bolta Hai
Mat Roko Mughe Jaane Do Pawan
Sajan Se Milne Ko Waqt Rakha Hai Jatan
Kbhi To Ban Sathi Chalo Pawan
Mila Sajan Se Kar Do Mera Jaha Chaman
Tera Mujhse Rooth Ke Jana
Mujhe To Kya Ghar Chood Ke Jana
Ghar Aangan To Kya Basti Chood Ke Jana
Naa Jane Kyon Rolata Hai
Ya Toofa Rehna Unke Paas
Dil Mera Hai Jinke Paas
Jinke Aane Ki Sda
Lagaye Rehta Hu Aas
Le Aana Jholi Mein Bharke
Mil Jaye Gar Koi Baat Khaas
Ya Toofa Rehna Unke Paas
Dil Mera Hai Jinke Paas
Kaisa Du Tumko Uphaar
Dil De Du Ya Khud Ko Haar
Tum Bolo To Kantoo Per Chal
Le Aau Phoolo Ka Haar