Zindaagi Banti Ya Bigaadti Nahi Unke Haan Ya Na Se
Khudaa Sirf Khel Rahaa Hotaa Hai Hamare Jazbat Se
Hota Nahi Ishq Bas Ek Mulakat Se
Sapna Hi Hota Hai Jo Bikhartaa Hai Unke Jawaab Se
Toote Hue Khawaboo Mein Haqikat Dhundhte Hoo
Paathar Ke Dilo Mein Mohabbat Dhundhte Hoo
Nadaan Ho Tum Aab Tak Yeh Bhi Na Samjhe
Khudai Ko Choudh Kar Bhuuto Mein Ibadaat Dhundhte Hoo
Rone Se Gum – E – Dil Ka Guzaraa Nahi Hotaa
Har Ashiq Mohabbat Ka Saharaa Nahi Hotaa
Dariya – E – Mohabbat Mein Tufaan Hain Bahut
Har Kaashti Ki Kismat Mein Kinara Nahi Hotaa
Ashaa Hote Hue Bhee Ashaa Koi Nahi
Jante Sab Hain Mujhe Pehchantaa Koi Nahi
Humne Khhud Paida Kiye Hein Zindaagi Mein Maasle
Warnaa Sachi Baat Yeh Hain Ke Maasla Koi Nahi
Khamossh Nigahoon Ko Jhukka Jhukka Kar
Dil Ki Batoon Ko Har Baar Dabayaa Nahi Karte
Kisi Ki Har Baat Ko Sach Banaane Ke Liye
Khhud Ko Nazroon Se Is Kadar Bhi Giraya Nahi Karte
Aasha Hote Hue Bhee Aashaa Koi Nahi
Jaante Sab Hain Mujhe, Pehchaanta Koi Nahi
Humne Khudh Paidaa Kiyee Hein Zindagi Mein Masle
Warnaa Sachi Baat Ye Hain Ke Masla Koi Nahi
Khaamosh Nigahoon Ko Jhukaa Jhukaa Kar
Dill Ki Batoon Ko Her Baar Dabayaa Nahi Karte
Kisi Ki Her Baat Ko Sach Banaane Ke Liye
Khud Ko Nazroon Se Is Qadar Bhee Girayaa Nahi Karte
Poonam Ki Ujiyaari Raatoon Mein
Ek Geet Likhaa Hain Tere Liye
Naam Tera Badnaam Na Ho
Manmeet Likha Hain Tere Liye
Kisi Ke Liye Muskuraana Bhee Ibaadat Hain
Kisi Ko Gham Mein Hasaana Beee Ibaadat Hain
Chehre Par Muskuraahat Fhelaa Kar Apne Gham Ko
Kisi Ki Khushi Ke Liye Chupaana Bhee Ibaadat Hain