Kaya Kahun Ki Kaya Baat Hai In Baton Main
Naa Jane Kyun Apna Sa Ahsas Hai In Baton Main
Kahne Ko Aznabi Hain Hum Tum Magar
Ek Rista Hain Teri Aur Meri Nigahon Main
Naa Bhool Kar Bhool Paaun Tujhe
Wo Nasha Hai Teri Yaadon Main
Har Mod Par Mil Jate Hain Hum Aksar
Naa Jane Kaya Rista Hai Hamara In Aznabi Rahon Main
Kabhi Mohabbat Ko Muhabbat Se Deke
Aap Abhi Mohabbat Se Mohabbat Kar Baithenge
Dil Ansian Hai Dewano Ka
Dil Ebaadat-Gaah Bhi Hai
Dard Saath Hai Mere Aur Gam Mera Saathi Hai
Zindgi Bozhil Si Aur Door Tak Udaasi Hai
Maikhana Ghar Mera Dost Mera Saaki Hai
Khali See Hai Zindgi Bas Teri Yaad Baki Hai
Teri Muskurahat Meri Dhadkan
Teri Hansi Meri Zindgi Ka Naam Hai
Tujhe Chahti Hai Sari Duniyaa
Us Men Saamil Ye Shayar Badnaam Hai
Naa Raton Ko Sukun Na Din Ko Chain Mela
Muhabbat Ka Sila Bewfai Mila
Dil Ke Badle Tuta Asiana Mila
Num Rahen Surkh Honth Unke
Hasne Ki Kasam Li Thi Aansu Dene Wale Ne
In Akhon Mein Aansun To Ho Bas Use Khabar Na Ho
Ashkon Se Likhi Ek Dastaan Hai Jindgi Meri
Jo In Ankon Me Ask Na Hon To Kyun Na Ho
Teri Intzar Mein Humne Naina Bichaye Rakhe The
Shaam Dhal Gayi Magar Darwaza Khulla Rakha Tha
Chiragon Ko Bujhne Na Diye Humne Kabhi
Unki Rahon Ko Raushan Sada Rakha Tha
Wo Na Hoti To Dard-E-Dil Na Hota
Na Hoti Gamon Ki Chadar
Maikhana Mera Ghar Na Hota
Rind Mere Sathi Naa Hote