Agar Zindagi Mein Koi Apna Na Hota
To Mere Is Jahan Mein Gham Na Hota
Agar Zindagi Mein Dosti Na Hoti
To Aanknon Mein Rulai Na Aai Hoti
Ab Tak Hume Yakeen Tha
Ki Hume Pyar Nahi Hoga
Par Ek Anjan Saathi Ne
Pyar Ka Matlab Sikha Diya
Anjaan Raho Par Anjaan
Humsafar See Anjanee Meien
Dil Kee Baat Kah Dee
Ab Shikwa Kisse See Karee
Zindagi Ke Har Aansoon Ko Hum Pi Hi Jaate
Aapke Bina Hum Ji Bhi Jaate
Kaise Samjhayen Is Dil Ko
Jise Aap Aur Sirf Aap Hi Hain
Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko
Wo Waqt Suhana Hota Hai
Uth Jati Hai Kalam Likhne Ko
Wo Pyar Deewana Hota Hai
Zindagi Ka Matlab Kya Hota Hai
Ye Meine Tujhse Jaana Hai
Isay Jeene Mein Kya Mazaa Hai
Ye Meine Tujhse Jaana Hai
Mere Dil Mein Basii Hai Pyaari Pyaari
Ye Site Hai Hum Sabkii Dularii
Gaurav Ji Ne De Hai Zindagi Isko
Praveen Ji Maikash Ji Ne Savaree
Meri Mohabbat Hai Kyaa
Bas Tera Ehsaas Hain
Mein Jism Hun Jaan Tu
Bin Tere Mein Hun Kyaa
Naazon Se Dil Ko Sehlaya Hain
Zakhm Khaake Ye Dil Muskuraya Hain
Mera Haal Sunne Lage Hai Woh Rukkar
Kaatil Ko Badii Der Mein Pyaar Aaya Hain
Kaun Kiske Aansun Pochta Hain
Baat Karna Band Kar Dete Hai Chahne Wale Bhee
Kambakht Zamana Maze Letaa Hain
Read Full Shayari