Simti Hui Ye Ghadiya Phir Se Naa Bikhar Jaaye
Is Raat Mein Jiilei Ham Is Raat Mein Maar Jaaye
Ab Subha Naa Aa Paaye_aaon Ye Duwa Mange
Is Raat Ke Har Pal Se_raatein Hii Ubhar Jaaye
Ujde Huye Logo Se *Gurezaan Naa Hua Kar
Haalat Kii Qabron Ke Ye *Khutbe Bhii Padha Kar!
*Gurezaan: Not Escape From**
*Khutbah: Lecture**
Kuch *Harf-E-Iltejaa* The_duwaaon Se Dar Gaye
Armaan Bandegi Ke_khudaaon Se Dar Gaye
Ab Kaun Dekhta Hain Tere *Shams Kii Taraf
Surajmoukhi Ke Phoul_*Shouaaon Se Dar Gaye
Jiss Kaa Koi Bhii Nahin Usska Khuda Hain Yaaron
Main Nahin Kehta Kitaabon Mein Likhha Hain Yaaron
Moud Ke Dekhoun To Kidhar Aur Sada Doun To Kisse
Mere Mazine Mujhe Chhod Diya Hain Yaaron
Shaamme Ghazal Kee Lau Ban Jaaye_aisa Misra Ho To Kahon
Ekk Ekk Harf Mein Soz Kee Khushboun_dil Kaa Ujaala Ho To Kahon
Raaz-E-Muhabbat Kehne Wale_log To Lakhhon Milte Hain
Raaz-E-Muhabbat Rakhhne Wala_hamsa Dekhha Ho To Kahon
Allah Allah Allah Ye Pyaara Pakistan
Jagmag Jagmag Rowshan Sitara Pakistan
Iss Mein Teri Rehmat Ye Ham Sab Kii Hain Shaan
Allah Allah Allah Ye Pyaara Pakistan
Wo Aayega Wo Aayega
Usse Aane Kii Khwaish Hain
Magar_majbourion Ke Jal Mein
Kuchh Yun Uljha Baaithha
Utar Ke Khaamosh_thehre-Thehre_udaas
Gehre Samunder Mein Utar Ke Dekha
Tamaam Maujon Se Jaa Ke Puchha_pata Tumhara
Magar-Magar Palat Ke Kahin Se Koii Sadaa Naa Aayi
Dard Dil Mein Utar Leta Hun
Tere Gam Ko Sanwar Leta Hun
Hadh Se Badh Jaaye Jab Ye Betaabi
Hadh Se Badh Jaaye Jab Ye Betaabi
Naa Leta Mol Sauda Koyi Bazaar-E-Muhabbat Kaa,
Magar Kuchh Jaan Aapni Bech Kar Lete To Hum Lete
Naa Hota Mannat Kaash Koi Teri Shamsheer Kaa Hargiz,
Ye Ehsaan Sar Pe, Aye Bedadgar-Lete To Hum Lete