Kabhi Chadte To Kabhi Dhalte Hue Suraj Ko Dekhta Hoon
Main Apni Zindagi Ko Bus Yun Hi Guzarte Hue Dekhta Hoon
Waqt Ke Haatho Ho Chala Ik Majboor Shakhsh Hoon Main Aaj
Har Roz Yun Hi Apni Tamannann Ko Marte Hue Dekhta Hoon.
Bus Yun Hi Haste Haste Chala Jaaunga.
Dosto Ab Shayad Main Luatkar Nahi Aaunga.
Par Ye Bhi To Ek Sach Baat Hai Jo Bite Aap Sab Ke Saath
Woh Mitthe Pal Main Kabhi Nahi Bhool Paaunga
Meri Tanhaahiyan
Kyon Meri Tanhaaiyan
Aawaz Tumhe Diye Jaati Hein
Mere Dil Ko Tardpane Ke
Ab Is Safar Mein Mujhe Tanha Rehna Hai
Is Dard Aur Tanhaai Ko Bus Akele Hi Sehna Hai
Khilti Rahe Sadaesanam Tere Honthon Pe Hasi
Mujhe To Bus Ab Aansuon Ki Tarha Behna Hai
Mujhe Zindgi Mein Ek Dost Chahiye Devta Nahi
Mujhe Pyar Kisi Se Karna Hai Lekin Poojna Nahi.
Ek Dost Ke Jisne Mujhse Mahobbat Bina Shart Ki Ho
Jo Mujhse Kabhi Ye Na Puchhe Tum Aakhir Kyu Aisi Ho.
Zindagi Ko Bus Yun Hi Guzar Baitha Hoon
Ha Har Khushi Se Aaj Anjaan Baitha Hoon.
Har Dar Se Lauta Hoon Aaj Na Umeed Hokar
Ki Har Rishtey Ko Aaj Pehchan Baitha Hoon.
Chikh Pohchegi Kahaan Tak
Gar Muzrim Ho Aasman Tak
Bujh Gaya Hoga Yakeenan
Ab Nahi Uth Ta Hai Dhuan Tak
Chand Ko Guroor Hai Chandani Par
Kyun Ki Chandani Mai Noor Hai.
Chand Ko Guroor Hai Chandani Par
Kyun Ki Chandani Mai Noor Hai.
Zindgi Tu Chalti Rehna
Chaahe Koi Saaya Chooth Jaaye
Chaahe Koi Sapna Tuut Jaaye
Gir Gir Ke Tu Sambhalti Rehna
Kitna Haseen Aur Dilkash,
Mere Liye Woh Manzar Hoga
Jis Ghadi Mere Saamne,
Mera Dilbar Hoga