Karta Bhi Kyaa Shiqaayat Ahl-E-Zamaa Se
Qaatil Mera Dost Puraana Niklaa
Safar Mein Saath Thaa Jab Bhi Qaafilaa Nikla
Par Faasla Mere Aur Uske Darmiyaa’n Niklaa
Ho Gayee Manzil-E-Ishq-O-Ashiquee Haasil Mujhe
Kuchh Gubaar-E-Dil Milaa Kuchh Dard-E-Dil Mujhe
Usne Yun Apne Parastisho’n Me Kar Liya Shaamil Mujhe
Usne Apni Raah-E-Hushn- Kaa Reh’guzar Kaha Mujhe