In My Hand Is A Box Of Gold
A Secret Of Secrets That’s Never Been Told
The Box Is Priceless As You Can See
The Treasure Inside Is More Precious For Me
Tabaahi Kaa Apni Nishaan Chod Aaye
Warq Dar Warq Daastaan Chod Aaye
Har Ekk Ajnabi Se Pata Poochte Hain
Tujhe Zindaagi Ham Kahan Chod Aaye
Fizaoon Ke Mausam Mein Kabhi Phool Khilte Nahin Hai
Dost Kismat Se Bante Hai, Baazar Mein Milte Nahin
Mil Jaati Hai Unhe Manzil Safar Tay Kiye Bagair
Manzil Paane Wale Musaafir Ki Tarah Nikalte Nahin Hai