Mere Daaman Mein To Kaanton Ke Bina Kuch Nahii
Aap Phulon Ke Kharidar Nazar Aatein Hain
Hasal Mein Meri Gawahi Kaun Dega
Sab Tumhare Kharidaar Nazar Aatien Hain
Kaise Paaye Koi Khaali Isme Basne Ko,
Abhi Dil Ko Us Musaafir Ne Makaan Rakha Hai.
Chehre Pe Silvatein Aur Lafzon Mein Bekaraari,
Humne Kab Se Haal-E-Dil Ko Us Pe Bayaan Rakha Hai.
Fir Guzre Khuch Lamhon Ki Yaadein Hongi,
Wahi Pal, Wahi Din, Wahi Zamaane Hain.
Tumhe Yakeen Hai Ki Tum Ghaayal Hoge ‘tanha’,
Us Teer-E-Nazar Ke Aur Bhi Bohat Nishaane Hain.
Suna Hai Ishq Mein Haal-E-Dil Bigad Jaate Hain,
Lo Ye Chale Hum Dua Karna Bachaane Ke Liye.
Wo Paas Bhi Aaya To Pal-Do-Pal Mere,
Waqt Tang Tha Kuchh Unko Sunaane Ke Liye.
Kyun Tha Pyaar Hume
Kyun Tha Aitbaar Hume,
Kyun Thi Meri Jaan Usme,
Kyun Kil Tod Diya Usne,
Kabhi Muskurahat To Kabhi Aahat Hai Chahat,
Kabhi Yaadon Ki Sargoshi To Kabhi Kisi Ki Aahat Hai Chahat,
Kai Rang Bhar Deti Hai Zindagi Mein Ye,
To Kabhi Kore Pannon Ki Sirf Likhawat Hai Chahat,
Dekh Kar Sharab Zhoom Ne Walo,
Arrey Dekh Kar Sharab Zhoom Ne Walo,
Read Full ShayariHasino Ke Chehre Pe Har Waqt Khushi Hoti Hai,
Unnke Labon Pe Har Waqt Hansi Chaai Hoti Hai,
Read Full ShayariDekhte Hi Unko Meri Nazron Ka Thahar Jaana
Khwab Paane Ke Unko Dil Mein Tamaam Aate Hain
Wo Ada Wo Mizaaj Wo Nazar Ki Had Hi Bas
Tasavvur Bhi Sabhi Mere Unke Naam Aate Hain
Hume To Lutf Mila Hai Bala Ka Rahne Do,
Abhi Waqt Lagega Pahla Nasha Jaane Tak.
Abhi To Labon Pe Uske Hi Geet Rahte Hain,
Jara Thahro To Ye Nazm Gungunaane Tak.