Pehachaan Orose Nahi
Khudse Banaya Jata Hai
Anjaan To Savi Hote Hai
Gairo Ko Apna Banaya Jata Hai
Bharat Mata Teri Gatha,
Sabse Unchi Teri Shaan,
Tere Age Sheesh Jhukaye,
De Tujhko Hum Sab Samman!
Naam Se Teri Mamata Chalke,
Anhoni V Honi Karde,
Prem Ki Teri Varsha Barse,
Dharti Se Tu Sona Ugle!
Bewafai Ki Gar Karte Hum Parwa
To Na Karte Unse Mohabbat Bepanah
Wo Nasamjh Hai Jo Hume Na Samjhe
Jo Anjane Me Kar Baithe Hum Ye Gunaah
Anpad The Jo Log
The Angutha Chaap
Kheti The Karte
Rehte The Bailo K Sath
The Gawar Anpad Jahil
Par Ek Chiz Thi Unme Shamil
Karte The Wo Sina Jori
Khule Aam Karte The Chori
Dilse Jo Alfaz Nikle Unhe Tu Saja
Jo Tu Tham Jaye Fiza Zehreele Hojaye
Us Baat Ki Bhi Hume Na Parwa Ki
Wo To Hai Beparwa Jo
Pyar Ke Dawe Karte The,
Wo Pyar Ki Kasme Khate The,
Jeena Marna Sath Hamare,
Humse Vada Karte The
Humne Bhi Jazbato Ko,
Jaga Liya The Apne,
Dilke Har Ek Khwahish Ko,
Panah Diya Tha Humne
Tujhpe Hai Humsab Qurbaan,
Nichavar Karde Apni Jaan,
Tere Bachhe Hai Humsab,
Tu Hai Maa Hum Sabki Shaan,
Desh Ka Haal Hai Behal,
Janta Hai Har Insaan,
Sabko Apni Fikr Hai,
Lage Hai Banane Apni Pehchan
Sari Duniya Me Ek,
Hai Mere Desh Ka Naam,
Par Naam Se Kya Hota Hai,
Jab Deshwasi Hi Kare Ise Badnaam
Kis Mod Pe Laya Hume
Ye Anjana Rasta
Na Sahil Ka Thikana Hai
Na Kashti Ka Kuch Pata
Jab Is Bare Me Humne
Dilse Se V Tha Pucha
Dilne Bola Chalte Rehna
Jaha Le Jaye Rasta
Is Duniya Me Kya Na Hota
Har Koi Kismat Pe Rota
Har Koi Ye Bat Hai Jane
Jo Vi Pata Wo Hai Khota