A Friend Is Like A Flower,
A Rose To Be Exact,
Or Maybe Like A Brand New Gate
That Never Comes Unlatched.
A Friend Is Like An Owl,
Both Beautiful And Wise.
Or Perhaps A Friend Is Like A Ghost,
Whose Spirit Never Dies.
Jab Bhi Tum Yaad Aatay Ho
Main Sab Kuch Bhool Jata Hoon
Tera Hansta Hua Chehra
Teri Jadu Bhari Baatain
Laho Rone Se Darti Hu Juda Hone Se Darti Hu
Meri Ankhain Batati Hain Ki Main Sone Se Darti Hu
Meri Ungli Pakad Leyna Mujhe Tanha Nahi Karna
Yeh Duniyah Aik Mela HaiTumhain Khoney SeyDarti Hu
Dil Mera Ik Kitab Ki Surat
Jis Main Wo Hai Gulab Ki Surat
Hum Se Pocho Ke Hum Guzar Ae
Zindagi Ko Azab Ki Surat
Jab Usney Mujh Se Yeh Pocha
Mujhe Tum Yaad Kartey Ho
Tum Apni Sooch Ka Angan
Kabhi Abad Karty Ho
Aey They Un Key Sath Nazarey Chaley Gaye
Wo Shab Wo Chand Wo Nazarey Chaley Gaye
Shayed Tumhary Sath Bhi Wapis Na Asakain
Wo Walvaley Jo Tumharey Sath Chaley Gaey
Yeh Ilam Hai Ki Zamana Fareb Ka Bhi Hai
Phir Us Ke Bad Mujhe Us Pay Aytbar Bhi Hai
Kahoon Main Kaise Tujhe Hai Sakoon Dil Hasil
Udas Shakl Bhi Hai Chasham Ashkbar Bhi Hai
Jis Din Sey Dekha Hai Tum Ko Sanam
Beychen Rehtay Hain Us Din Sey Hum,
Aysaa Lagta Hay Khuda Ki Qasam
Tum Meray Ho Tum Meray Ho
Sawan Hey Barsaat Hoti Nahin,
Khul K Koi Baat Hoti Nahin,
Aysay Bataon Yeh Tum,
Tum Meray Ho Tum Meray Ho
Dil Main Bikhrey Huye Jaloon Sey Parishn Na Ho
Mery Guzrey Huy Saloon Sy Parishan Na Ho
Meri Awaz Ki Talkhi Ko Gawar Kar Ly
Mery Ghustakh Sawalon Sy Parishan Na Ho
Tujhe Kaha Na Ke Tu Hamesha Se Raygan Mujh Ko Sochta Hai Wo Tu Nahi Hai
Jo Meri Chahat Meri Mohabbt Ki Dhop Chaoon Ka Zawiya Hai Wo Tu Nahi Hai
Teri Rafaqat Ki Chahoon Meri Hayat Bhi Kaynat Bhi Aur Nijat Bhi Hai
Magar Yuh Mujh Main Jo Shairi Ki Fizain Hamwar Kar Raha Hai Wo Tu Nahi Hai