Tumhare Bagair Jina Kyaa
Jeene Ka Khawab Hi Nahi Dekh Sakta
Sansoo Ke Bina Sayad Kuch Pal Mein Ji Sakta Hun
Lekin Tumhare Bina Nahi Tum Han Tum Woh Pehli Ladki Ho
Teri Thokaron Se Sambhalte Rahe,
Ashk Aankhon Mein Machalte Rahe…
Tune Lagai Thi Dil Mein Ishq Ki Aag,
Kambakht Tab Se Use Mein Jalte Rahe…
Mite Na Kabhi Woh Nishan Kar Doon
Tuj Pe Ye Jivan Kurban Kar Doon
Kalam Pakadte Isiliye To Ghabrata Hoon
Ki Gazal Mein Kahi Tumhe Na Likh Doon
Bas Ekbaar Tu Muje Miljaaye To
Duniya Ke Har Sitam Seh Loon
Bas Itni Izazat De Mujhe Tu
Ki Teri Judaai Mein Thoda Ro Loon
Bada Armaan Tha Tere Sang Jivan Bitaane Ka
Shikwaa Bas Tere Khaamosh Rah Jaaneka
Deewaanagi Is Se Badhakar Kyaa Hogi
Aaj Bhee Hain Intezaar Tere Aane Ka
Matlab Ki Hain Duniyaa Yahaan Kaun Kiskaa Hotaa Hain
Dhoka Wohi Detaa Haee Jis Par Bharosaa Hotaa Hain
Baaki Kuch Na Rahaa Ab Is Zamaane Mein
Jawaani Guzar Rahi Hain Maikhaane Mein
Agar Kal Hum Na Bhee Rahe
Hamaari Yaadein Sadaa Rahegii
Sirf Nazar Uthaakar Chaand Ko Dekhnaa
Humaari Dosti Ki Tasveer Vahaan Bani Rahegii
Yaadoon Se Ishq Nahi Hotaa
Ishq Hotaa Hain Dildaaron Se
Wo Dildaar Hi Kyaa
Jo Ishq Kare Hazaaron Se
Tum Dekho Na Dekho
Tumhaare Dekhne Ka Gum Nahi
Ek Tumhara Didaar Kisi Dekhne Se Kum Nahi
Kinaare Kinaare Pe Mat Chalo
Kinaara Tut Jaayega
Kisi Paraaye Ke Peeche Mat Chalo
Apno Ka Saath chut Jaayega
Ek Hi Shahar Mein Rehte Hain
Fir Bhee Mil Nahi Paate Hain
Tumse To Tumhare Khwaab Achhe
Hain Jo Aankh Bandh Karte Hi Chale Aate Hain
Taraa Pyaar Thi Saru Thai Che Aa Safar
Manzil Malse Ke Nahi Male Kaune Khabar
Tara Ahsaas Wagar Adhuroj Chu
Zindagi Adhuri Hase Tara Wagar