Hadh To Tab Hui Jab Unhone Haan Kah Diya
Hadh To Tab Hui Jab Unhone Haan Kah Diya
Baichain-E-Dil Ko Jhat Se Dhadka Diya.
Buna Tha Jo Sapna Apni Palkon Main Maine
Mere Dil Se Jo Khelkar
Tum Chale Jaoge
To Chain Kahan Paoge
Jab Bhi Thamoge
Taarif Main Jinki Shabd Hi Kho Jaayein
Kaise Karein Tarrif Unki Aap Hi Bataayein.
Dil Ki Hasraton Ko Jisne Pura Kar Diya
Unkahe Lafzon Ko Jisne Sun Liya
Kitna Kareeb Paaya Hai Tumhein,
Tumse Door Ho Jaane Ke Baad
Kitne Ashk Bahaaye Hain,
Nano Se Naina Churaane Ke Baad.
Har Lamha, Har Mod Par,
Kuch Beeta Yaad Aane Laga.
Kitna Chain Gawayan Hai,
Tumse Door Ho Jaane Ke Baad.
Door Waadi Ke Dudhiya Baadal
Jhuk Ke Parvat Ko Pyar Karte Hain
Dil Main Naakaam Hasratein Lekar
Hum Aapka Intezaar Karte Hain
Aapko Shayad Yakeen Na Ho Ulfat Pe Meri
Dard-E-Dil Liye Khadi Hun Aaj Chokhat Pe Teri
Bikhri Mohbbat Ki Bikhre Ahsaason Ko Lekar
Hum Pyar Aapko Beshumaar Karte Hain
Tumne Kaha Tha
Kabhi Na Mughe Rulaaoge
Khisiyon Se Har Ghadi
Har Lamha Sajaaoge
Dekhti Hun Chaand Kolekin
Chuna Mughe Aata Nahi
Yaad Tumhaari Hai Rubru
Par Chehra Kitna Dur Hai Tera
Wo Apna Hai Ya Begaana
Par Achha Lagta Hai
Ab Usse Baatein Karna
Achha Lagta Hai
Tum Awaaj Ban Jao Ki Main Tumhein Sun Sakun
Tum Geet Ban Jao Ki Main Tumhein Gaa Sakun
Tum Bahaar Ban Jao Ki Main Tumhein Ji Sakun
Tum Shringaar Ban Jao Ki Main Tumse Saj Sakun
Bheege Hue Pyaar Ke Muskraate Pal
Karne Lage Dil Main Chupke Se Hulchal
Dekha Kuch Is Ada Se Unhone
Hosh Ude Humaare Aur Hue Ghaayal