Dil Kii Kashti Mein Yei Kesa Chheyd
Ke Aasoon Se Bhar Ke Gharq Kar Diya
(Chheyd = Hole) (Gharq = Drown)
Read Full ShayariHei Kiya Tere Chehreh Pe
Ke Mujhe Deevaana Banaaye
Hei Teri Aakhein Hi
Jo Muj Deevaane Ko Paagal Banaaye
Peetaa Hoon Roz Sharaab
Ke Botal Nashei Mein Juhmei
Dekh Kar Teri Poshidaa Aakhein
Aaj Mefil Nashei Mei Juhmei
Baharon Mein Raat Kii Chandni Apni Chaahat Kiyon Aazmaye?
Un Sitaron Se Pucho Jo Chand Ko Sajaah Kar Aasman Mein Jhuulaaye
Phoolon Kii Nazaakat Mein Chandni Apna Hejaab Kis Khoobsurti Se Chupaye
Baagh Baan Kaa Kamaal Dekho, Aaj Chand Ko Chandni Aur Phool Ekk Nazar Aaye
Rehindaar* Ke Ghar Mein Koyi Takaazaa* Karne Aaye
Ke Bekhaari Ke Ghar Mein Koyi Bheek Maangne Aaye
(Rehindaar = Mortgage Collector) (Takaazaa = Money Collection)
Read Full ShayariJotish Ne Kaha Hein, Aaney Waala Kal Khoobsurat Paeghaam Layegaa
Par Mera Nasiib Daakiyeh Ko Kis Tarha Paeh Chaañna Paaye Ga?
(Jotishi = Astrologer) (Paeghaam = News) (Nasiib = Luck) (Daakiyeh = Postman)
Read Full ShayariDoondu Har Gali Mein Tera Dar
Ke Us Pe Apnaa Naam Likhoon
De Ishaara Kis Gali Mein Hein
Ke Har Gali Mein Tera Naam Loon
Nadi Alag Sii Beheti Hein,
Par Samundar Mushkil Se Melta Hein.
Raaste Alag Se Hote Hein,
Par Thikana Mushkil Se Melta Hein
(Nadi = River), (Beheti = Flow), (Thikana = Goal)
Read Full ShayariAap To Un Par Shak Karte Ho
Jo Tumhe Khush Karte Hein
Kabhi Un Par Bhii Shak Kiya Karo
Jo Tumse Shakayat Karte Hein
(Shak = Doubt), (Khush = Happy), (Shakayat = Complain)
Read Full ShayariAasmaan Ke Rang Mein Meri Rooh Kiyon Bhaa Jaaye?
Jab Unke Geysu Baadlon Mein Kaaya Ban Kei Aaye
Phoolon Kii Mehek Mein Kiyon Khoomar Bartaa Jaaye?
Jab Unke Chaman Kaa Phool Muskir Ban Kei Aaye
Zamaana Mujh Pe Bharosa Karta Hein Kis Liye?
Aam-Insaan Hoon, Baadshah* Nahin Hoon Mein.
(Baadshah = A King)
Udaas* Hone Pe Mujhe Yaad Karte Ho Kis Liye?
Aziz-Dost* Hoon, Hausalah-E-Êlaaj* Nahin Hoon Mein