Mujh Pe Aisa Koi Sher Nazil Na Ho
Jis Ki Hidat Mere Khoon Mein Shamil Na Ho
Fekar Asay Muhit-E-Sukhan Ki Karon
Jis Ki Amwaj Ka Koi Sahil Na Ho
Khuda Se Husan Ne Aake Roz Sawal Kiya
Jahan Mein Kyu Na Mujhe Tu Ne La-Zawal Kiya
Mila Jawab Kay Tasvir Khana Hai Duniya
Shab-E-Daraz Adam Ka Fasana Hai Duniya
Yeh Kesi Rah Per Chal Raha Hoon Mein
Udass Sham Ki Tarhan Dhal Raha Hoon Mein
Jiss Shakhsh Ne Ajj Tak Dekhna Gawara Na Samjha
Uss Shakhsh Se Milne Ko Machal Raha Hoon Mein
Tumhari Woh Mohabatein Tumhari Woh Chatein Yaad Aati Hein
Tumhari Woh Wadey Tumhari Woh Qasmein Yaad Aati Hein
Mein Jab Bhi Dekhta Hoon Tanhai Mein Tumhari Tasveerein
Tasweroon Mein Tumhari Adaein Yaad Aati Hein
Ke Main Tha Us Kay Tabasom Ka Malik
Ke Main Khowab Ban Kar us Ki Ahnko May Aya
Pukara Jub Jub Kisi Raha Per Bhi
Chala Us Kay Humra Mayray Bahon Ka Saya
Sari Zamin Khushk Thi Ase
Ke Kabhi Na Barsa Ho Abar
Tha Khara Qarab Apni Her Taraf Phelahea Bahen
Kyun Tha Khanjer Aje Apna Apnay Hi Laho May Tar
Ankhon Main Sama Jao, Is Dil Main Raha Karna
Taron Main Hansa Karna, Phoolon Main Khila Karna
Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhen Paya Hai
Kuch Hosh Nahi Mujhko,