Dil Jalana To Koi Tumse Sikhey
Mana Kahna To Koi Humse Sikhey
Kisiko Barbaad Karna To Koi Tumse Sikhey
Ishq Mein Jaan Lutana Koi Humse Sikhey
Roshnii Surajj Se Hotii Haii,
Jalnna Zameenn Ko Padta Haii,
Mohabbatt Aankhon Se Hotii Haii,
Tadapnna Iss Dil Ko Padtta Haii…
Kaise Maan Lu Kee Khuda Nahi Hain ?
Khauf Kis Baat Kaa Ke Rab Mere Saath Nahi Hain?
Atal Hain Kismat Karvat Naa Badlegi,
Kyunki Jaante Hain Hum Kee Uss’ Se Wafa Naa Chhutegi,
Jab Bhii Mann Kiya To Baat Kar Lete Hain,
Mrit Saanson Mein Jaan Daal Dete Hain,
Khushkismati Unki Jinke Liye Aap Marte Hain,
Badkismati Hamari Kii Aap Kii Iss Tadpan Pe Bhii Hum Sukun Khoya Karte Hain
Reham-O Karam Khuda Se Maang Ke Dekha,
Qalam Se Dil Ke Haal Ko Lafzon Mein Utaar Ke Dekha,
Uske Naam Pe Khud Ko Badnaam Kara Ke Dekha,
Apne Pyaar Ke Naam Maut Se Nazron Ko Milaake Bhii Dekha,
Tu Mere Kareeb Rahe Ya Duur,
Per Har Pal Tu Meri Nazar Mein To Hain,
Tu Mere Baare Mein Soche Naa Soche, Ye Teri Marzi Sahi,
Per Tujhe Chaahte Rehne Kii Khuda Ko Meri Arzii Manzoor To Hain,
Mat Kar Koshish Mujhe Chaahne Ki,Jaanta Nahi Tu O’bekhabar,
Main Kisi Bhi Chahat Ke Kaabil Nahi,
Mat Kar Koshish Mujhe Khush Rakhne Kii,Jaanta Nahi Tu O’bekhabar,
Mera Khusiyon Se Koi Naata Hii Nahi,
Wen I Wanted A Single Glance Of Your Eye’
You Were Not There For Me…
Wen I Wanted You To Be On My Side,
You Were Not There For Me…
Saat Pheron Kii Rasm Hain Ye
Aane Wale Saat Janmon Kaa Hisaab Hai Ye
Saat Saheliyon Kii Khushi Kaa Maahoul Hai Ye
Saat Suhagon Kii Kaanom Mein Kahi Gayi ,
O Betaab Safed Dil Wale Huzoor,
Zara Aasman Ke Chaand Pe Nigaah Pheriyega,
Rabb Ne Chaand Ko Kitni Fursat Se Tarashha Hain,
Uss Amber Kii Ronak Badhhane Ke Liye,