Kitna Shaur Tha, Kitni Garmahat Thi Mahaul Mein
Hass Rahe Thae Woh Aur Khushi Thi Hamare Bol Mein
Ki Ek Angraai Lee Zindagi Ne, Apni Taaqat Dikhayi
Dhamm Sae Dhamak Dee,Achanak Khamoshi Chaayi
Mere Zakhmon Pe Tum Marham Lagaoge Agar Yaaron
Zara Asaan Guzrega Mohabbat Ka Safar Yaaron
Yahaan Kis Ko Kisi Se Kab Ho Jaaye Kuch Pata Na Chale
Mohabbat Ke Liye Hoti Hai Kaafi Ik Nazar Yaaron
Toot Kar Bhikhar Naa Jaye Yeh Dil Mera
Kahin Iske Tukre Naa Ho Jayen
Aur Kitna Ispe Zulm Barpega Yeh Dil Mera
Kahin Mitti Naa Ho Jaye
Iss Qadar Chaha Hai Tujhe Humney,
Teri Yaad Mein Ansoon Baha Kar Bhi
Jannat Ki Sair Kar Aate Hain,
Iss Qadar Chaha Hai Tujhe Humney,
Hor Ki Mangna Main Rab Kolon
Ik Khair Manga Tere Dam Di
Pal Pal Manne Sukh Ve Hazaran
Gharri Dekhen Na Koi Alam Di
Zamana Kitna Badal Gaya
Dost Bhee Dushman Nazar Aane Lag
Jab Se Wo Ruthe Hai Humse
Phul Bhee Kante Nazar Aane Lage
Mujhe Kehna Hai Bohot Meri Ek Ankahi Kahani Hai
Kaise Mein Kahu Sab Mere Lavz Ab Mujhse Hi Bemani Hain
Ek Ek Zarra Jorkar Maine Socha Ki Aaj Kuch Kehdun
Magar Aisi Zarre Ki Kafiyat Jaise Bair Meri Uski Purani Hai
Teri Chahat Hai Itni
Ke Chhip Chhip Kar Rotey Hain
Tujhe Sochtey Hai Itna
Ke Aansu Pee Pee Kar Sotey Hain
Dekhtey Hain Inn Hathon Ki Lakeeron Mein
Ke Kaheen Tera Naam Mil Jaye
Phir Yuhin Hum Gumsum Ho Kar Baith Jate
Jab Tera Naam In Hathon Mein Naa Mil Paye
Yun Muskuraya Mera Dil Ki Tujhpe Pyar Aaya Ae Mere Dil,
Tuhi Toh Hai Woh Mera Dil Dhadkane Jiski Yahan Mere Dil,
Mere Ankhon Mein Tuh Jhaank Mohabbaat Sae Zyada Mohabbat,
Dil Ki Woh Aag Dikhegi Tujhe Jo Hai Sirf Tere Liye Ae Mere Dil.
Dil Ko Seene Mein Dabaye Rakha Per Dhadakta Sirf Tere Liye Ye Dil,
Tera Toh Naam Hai Mere Iss Dil Awaas Teri Bhi Yahan Hai Iss Dil,
Aaaja Mere Tuh Iss Dil Ki Mil Jayen Phir Yeh Do Dil,
Tujhko Phir Na Karne Dun Mein Shikwa Ki Humdono Hain Ek Dil
Phir Huee Aankh Num Phir Dil Udaas Hain
Shayed Keh Khushi Khatam Huee Ghum Ka Aghaz Hain
Ab Wo Doston Ka Hajum Wo Kehkaha
Huway Sub Khatam Ab Tanhaie Ka Saath Hain