Kabhii-Kabhii Sahaara,
Jeene Kee Zarurat Ban Jaati Hain
Kabhii-Kabhii Koi Ajnabi Dil Kee Jyot Ban Jaati Hain
Agar Kashti Kaa Nakhuda Ho Atal,
Mere Dil Main Wo Aaye Hain
Unka Karam Main To Unke Khyalo
Mein Jita Raha Ek Unke Shiva
Chah Duji Nahi Wo Jab Na Mile
Tujhse Naa Milne Kee Qasam Khayi Thii,
Apna Dard Chupane Kee Qasam Khay Thii,
Waqt Ne Diye Hain Itne Zakhm Mujhe,
Har Sitam Sahne Kee Qasam Khayee Thii
Gila Nahi Iss Baat Ka Bas Itna Malal Hai Use Koi Fikr Nahi Meri,
Mujhe Aaj Bhi Uska Khayaal Hai,
Par Kehana Hai Dusron Ka Uss Mein Wafa Nahi Hai,
Par Janta Hun Main Wo Bewafa Nahi Hai.
By Ravi
Kasmir Ke Angur Bahot Khate Hote Hai,
Kasmir Ke Angur Bahot Khate Hote Hai,
Meri Shayri Sunne Vale Ulu K Pathe Hote Hai…..
By Ravi
Andhere Ne Kabhi Roshni Nahi Dekhi,
Maut Ne Kabhi Zindagi Nahi Dekhi,
Jo Kehte Hai Mit Jati Hai Duriyon Se Dosti,
Unhone Shayad Hamari Dosti Nahi Dekhi.
By Ravi
Dil Na Milte To Mulakat Aduri Rehti
Baat To Hoti Magar Baat Adhuri Rehti
Shukriya Tera Tere Aanese Ronak To Badhi
Nahi To Yeh Mehfil Ek Jasbat Aduri Rehti
Dur Ho Chuke Apni Parchai Se,
Phir Bhi Hai Mohabbat Uski Ruswai Se
Kabhi Sochte Unhe, To Rona Ata Hai,
Ro Dete Hai Ki, Naa Chupana Ata Hai
Ae Pyaar Tu Bhee To Kabhi Pyaar Kar,
Kyun Rokti Haib Dil Ko, Kabhi To Izhar Kar.
Naa Soch Kee Age Kya Hoga,
Ab To Bas Mujhse Aakhen Char Kar.
Aaj Ishq Mein Bhee Tanhai Hui,
Mere Tute Dil Kee Ruswai Hui.
Meri Tamannao Par, Hain Sak Use,
Jo Mere Dil Pe Raaj Karti Hain, Itraee Hui.