Muje Jindagi Se Koi Gujaris Nahi
Tute Dil Ko Sanam Se Koi Chahat Nahi
Dila Ke Dilasa Diya He Dhoka Muje
Haste Huye Tune Mere Dil Ko Toda He
Laakh Doori Hai Magar Tum Phir Bhi Mere Dil Mein Rahti Ho
Dekh Kar Mere Ashkon Ko Kyon Tum Aitbaar Nahi Karti Ho
Hai Agar Mohabbat Mujhse To Yeh Meri Kismat Hai
Kyon Mera Naam Jamane Se Batane Mein Darti Ho
Sade Hase Te Lok Ne Gila Karde
Khende Tere Dil Ch Disda Na Dukh Koi
Khende Tu Ki Jaane Paak Mohabbat Nu
Teri Akh Tan Kise Layi Na Royi
Kaash Tum Mere Ho Pate
Meri Baate Samjh Pate
Na Samjh To Tum Thi Nahi
Batane Mai Koi Mere Hi Kami Hogi
Chale Gaye Tum Duur Itne
Tadap Kam Hui Nahi
Sonchta Hum Tumhe Abhi Bhi Mai
Khayal Tumhara Dil Se Jaata Nahi
Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyon Ho
Mujh Se Sharmaate Ho To Saamne Aate Kyon Ho
Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Ikraar-E-Vafa
Pyaar Karte Ho To Phir Pyaar Chupaate Kyon Ho
Jab Kabhi Tera Dil Ghabraye Laut Aana
Agar Kabhi Meri Yaad Sataye To Laut Aana
Aaj Mujh Ko Thukra Diya Hai Tuney
Agar Zamaana Tujhe Thukra De To Laut Aana
Dard Ki Baarish Sahi Maddham Zaraa Aahistaa Chal
Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zaraa Aahistaa Chal
Tere Milane Aur Phir Tere Bichhar Jaane Ke Bich
Faasalaa Rusvaai Kaa Hai Kam Zaraa Aahistaa Chal
Jab Akela Hota Hoon Kuch Sochta Hoon
Bas Kisi Ke Baare Main Sochta Hoon
Uske Saath Bitae Har Pal Ke Baare Main Sochta Hoon
Kabhi Sochta Hoon Kyun Sochta Hoon Itna
Kuch Iss Kadar Ruthe Tum Humse
K Aaj Tumne Gairo Ko Apna Bana Liya
Gum To Bahut The Iss Dil Mein,
Lekin Aaj Tumne Iss Dil Ko Ek Aur Naya Gum Thama Diya
Tu Mere Nasib Mein Nahi Hai
Par Phir Bhi Tere Aane Ki Umeed Baki Hai
Pyaar Karke Bhi Tujhe Pyaar Kar Nahi Sakte
Par Phir Bhi Tujhe Pyar Karne Ki Umeed Baki Hai