Mitha Sa Dard Dil Mein Utha Tha Abhii Abhii
Kya Aap Ne Mujhko Yaad Kiya Tha Abhii Abhii
Aap Se Mile Zamana Hua Phir Bhii Yu Lage
Jaise Aap Mujhse Mil Ke Gaye Abhii Abhii
Yaadein To Jehan Mein Aa Hee Jati Hein
Lakh Chaho Per Palko Pe Nazar Aa Hii Jaati Hein
Kitna Roke Is Begairaz Zamane Ko
Hamari Tanhai Pe Taras Khane Aa Hii Jaati Hein
Lab Chahe Kuch Bhi Kahe Tumse
Dil Mein Hasrato Kaa Samaa Hota Hai
Wo Chehraa To Hai Zindagi Apni
Ye Use Pata Kahaa Hota Hai
Hotoon Ki Bhashaa To Duniya Bhi Samajhti Hai
Gunaah Kisi Aur Bhasha Me Karo
Aankho Se Khata Karne Se Pehle
Saanso Ke Pegaam Ka Intezaam To Karo
Kya Karaa Tha Ki Khuda Bhi Pyaar Ko Humare Sweekaar Na Kar Payaa
Zamaane Ka Dastur Tha Ye Bacho Par Bharosa Na Kar Paaya
Unhone To Wajaho Ka Pulinda Bataa Diyaa Dekhaa Nahi
Humaraa Pyaar To Paataal Me Bhi Sama Na Payaa
Chahta Hoon Use
Par Kya Dil Khol Ke Saamne Rakhna Padega
Mein Keh Na Paaounga
Use Meri Nigaaho Ko Hi Parakhna Padega
Mein Aaj Bhi Sochta Hoon
Kya Pyaar Me Kami Thi Mere
Ki Wo Aaj Bhi Use Samajh Na Paaye
Parkhee To Wo Khub He