Haal E Dil Jo Bhi Ho,
Auro Ke Liye Muskurate Raho,
Dar E Dil Na Kisi Dil Ko Dard De,
Dard E Dil Ko Dil Mein Hi Chhupa Lo,
Duniyaa Mein Mohabbt Ki Kami Nahi Hain,
Magar Jahaa Mohabbt Hain Vanha Humi Nahi Hain,
Sard Shubah Ne Sunaai Sab Ki Dard Bhari Daasta,
Sab Ke Asko Ki Nishaani Phoolo Par Thami Hain,
Kyu Mohabbat Ka Naam Badnaam Ho Gaya,
Kya Mohabbat Karna Bhi Ab Bura Kaam Ho Gaya,
Ye Badnaam Galiyon Ki Jo Ronak Hai,
In Shareefon Ki Hi Rahmaat Se Hai,
Ab Ke Mile To Na Koi Faasala Rakhe,
Koi Parda Na Ab Darmyaa Rakhe,
Tahe Dil Na Rahe Dil E Justjuu,
Dastaan E Dil Numaayaa Rakhe,
Nazro Se Hoge Barsaat To Phir Milege,
Kar Loge Hamko Yaad To Phir Milege,
Ye Na Samjho Ke Kho Jaayege Ham,
Dundoge Yaadon Me Yaar To Phir Milege,
Na Teri Na Meri Ye Zindagi Hamari Hain,
Chand Taare Ye Duniya Saari Hamari Hai,
Tanhai Mein Dil Pad Gaya Hai Bimar,
Ye Tanhai Bhi Ek Buri Bimaari Hai,
Pass Aane Se Kabhi Dil Nahi Milte,
Door Rahne Se Kahin Dil Nahi Milte,
Hai Ek Baat Sahi Ke Is Duniyaa Mein,
Sab Kuchh Mile Magar Dil Nahi Milte,