Jab Jab Aapki Yaad Aayengi
Koi Nai Gazal Ban Jayengi
Aap To Muskura Kar Bye Kehjayengi
Piche Sirf Tanhai Chood Jayengi
Un Tanhai Ka Hum Kya Karenge
Who To Sirf Gazal Banneke Kaam Aayengi
Bani Aagar Aachi Gazal To Thik Hai
Warna Who Bhi Raddi Mai Chali Jayengi
Nathi Ewo Koi Diwas
Ke Me Tamne Yaad Na Kariya
Har Ek Ghadi Ne Pal
Tamara Naam Che Ratiya
Ek Ladke Ko Dekha Maine
Woh Footpath Pe So Raha Tha
Bistar Tha Zameen Uuska
Woh Aasmaa Oodh Raha Tha
Ek Ladke Ko Dekha Maine
Dharti Maa Ki Goud Thi Uuski
Aasman Bhi Pura Uuska Tha
Zamane Main Rehkar Bhi
Woh Zamane Se Door Tha
Ek Ladke Ko Dekha Maine
Aay Musafeer Chalne Wale
Kabhi Mudkar Bhi Dekh Liya Kar
Aapno Ko Hi Tu Piche Chood Aaya Hain
Uunhe Alvida To Keh Diya Kar
Unki Tasvir Hathon Mein Liye Bus Dekhta Rehta Hoon
Kabhi Khushi Kabhi Gum Tasvir Se Bantta Rehta Hoon
Kabhi Is Andaz Me Kabhi Us Andaz Me Woh Dikhai Dete He
Muskurahat He Unki Aaisi Ki Main Unko Tankta Rehta Hoon
Nahi Samajta Tha Pyar Ko Mein
Fir Bhi Woh Muje Samjate Rahe
Keh Diya Haar Gaya Hoon Mein Aab
Fir Bhi Woh Hosla Badhate Rahe
Shayar Nahi Hoon Mein ,
Fir Bhi Shayri Ki Baat Karta Hoon.
Nahi Aati Likhna Gazal ,
Fir Bhi Likhta Rehta Hoon.
Zindagi Mein Ek Bar Ek Aaisa Moka Aaya Thaa
Do Mithi Bate Karke Maine Waqt Unke Saath Bitaya Thaa.
Nazre Zuka Kar Kabhi Unhone Hume Aadab Aarz Farmaya Thaa,
Unke Saath Saath Kabhi Kabhi Mein Bhee Nazrose Sharma Ya Thaa.
Lo Aaj Mein Tumhe Khat Likh Raha Hun
Mile Aapko Her Khushi Ye Dua Likh Raha Hun
Tofe Mein Buss Aapko Zami Aasma Likh Raha Hun
Duniya Ki Her Moj Masti Ka Saath Likh Raha Hun
Dhadak Ta Hai Dil To Dhadkan Sunai Deti Hain
Bandh Karde Dhadak Na To Mout Dikhai Deti Hain
Tadapne Ke Liye Hamara Jism Kafi Nahi Shayad
Isi Liye Unki Yaade Hamari Aatma Bhee Hila Deti Hain